Hello Dosto ! Agar aap bhi Youtube par videos upload karte hai toh aapko toh pata hi hoga ki ek Channel Intro ka hona kitna important hai . Channel intro ek tarah ka video logo hai . Mai Aapko iss post me batunga ki aap ek simple Android App se 2 Minutes me Youtube Channel ke liye Channel intro video kaise banye . Ek tarah se mai ek Android app ka review kar rha hun. Jo aapko jarur pasand aayegi.
Youtube Channel Ke liye Channel Intro :-
Step#1:- Friends Sbse phle aap apne phone me Play Store se “Legend” App Download kar le.
Step#2:- Legend App ko install karne ke baad isko open kare.
Step#3:- App open hone ke baad apko Apne Channel Ka naam likhna hai .
step1 |
Step#4: Fir aapko Font choose karne ke liye bahut sare options milenge. Aapko jo pasand hai uss font ko aap choose kar sakte hai.Kuch Premium fonts aur style hai jo aapko play store se purchase karne ke liye bolega. Lekin free wala bhi aap try kar skte hai .
step2 |
Step#5:-Aap background color bhi apne hisab se select kar skte hain.
Step#6. Ab aap play karke dekh sakte hain ki aapka Channel ka intro kaisa lag raha hai. Agar achha nahi lag rha toh dusra font select karke check kariye.
Step#7:- Ab aap settings par Tap kare . Jisme aapko video ka format (Square,Landscape) aur video ka size (512p ,720p,1080 p) milega . Apne hisab se choose karke fir OK par click kar dijiye.
Step 7 pic Legend App |
Video Format kon sa choose kare:-
Video ka format aap Landscape choose kro jo better dikhega .Jabki square format chhota dikhega.
Video Ka Size Kon Sa Choose kare:-
Jahir si baat hai ki video hume quality wali chahiye toh hume 1080 pwale size ko select karna pdega.
Step#8:- Ab fir video ko save karne ke liye niche Arrow par Tap kijiye . Fir aap apne video ko Save as Video par tap karke save kar lijiye .
Iss tarah se aapke Youtube channel ke liye ek bahut hi stylish aur attractive channel intro 2 minute me ready ho jayega.
अगर आप इस पोस्ट को विडियो के द्वारा समझना चाहते हैं तो आप इस विडियो को देख सकते हैं . यह विडियो हिंदी में ही बनाया गया है .
अगर आप इस पोस्ट को विडियो के द्वारा समझना चाहते हैं तो आप इस विडियो को देख सकते हैं . यह विडियो हिंदी में ही बनाया गया है .
Dosto, Mobile se youtube Channel Intro Video Banana ab bahut asaan hai. Legend aisa Mobile App jiske Help se aap apne Channel ke liye intro Video bana sakte hai. Iske Sath Legend App me yah Bhi Feature ki aap 480p, 720p, 1080p me Video Render kar sakte hai. Hope apko yah Article pasand aaya ho.
Aapne bahut achi jankari diye hai
Thanks
thanks
Sir aapne bhut acchi jaankari di hai.
Mene blogspot pe ek blog banaya he.
Me chahta hu ki aap mere blog par visit kare Please