Hello Dosto, aaj main batuanga ki Free Webiste/Blog kaise banaye? ya Khud ka Website kaise banate hai? Aaj kal sabhi blog bana kar rupye kamane ke tarike dhund rahe hain. Kayi sare bloggers roz blogging se 10$ se 50$ dollar tak earn kar rahe hain, blog se aap kitna earn kar sakte hain ye aapke blog pe aane wale traffic pe depend karta hai.
Free Blog Kaise Banaye in Hindi:
Blogging aapko ek opportunity deti hai jisse aap apne thoughts ko logo tak pahuncha sakein, isse aap achi khasi kamai bhi kar sakte hain. Bas apko apne blog pe aisi post dalni hoti hain jisse jyada ae jyada log aapke blog par visit karein aur aapki post padhein. Bahut se log blog apne knowledge ko logo ke bich share karne ke liye banate hain.
Free Webiste/Blog kaise banaye? Isliye main aaj aapko bataunga ki aap bhi kaise khud ka blog/Website bana sakte hai. aur apne knowledge ko share kar payenge. Lekin ek dhyan me rakhne wali baat ye hai ki aapki earning tabhi hogi jab aapke blog par accha traffic hoga.
Blog banana aur blogging karne ke liye Expert coding ki bilkul jarurat nahi hoti hai. Main aapko aaj guide karunga, to dekhte hain kaise aap blog banayein: Free Webiste/Blog kaise banaye?
How to make your own blog on blogger:
Step 1:-Sabse pehle www.blogger.com par jayein.
Step 2:-Ab apne google account se Blogger par signup karein.
Step 3:-Successful login ke baad ‘New Blog’ pe click karein.
Step 4:-Ab apne Blog ka name enter karein, aur apne blog ke liye web address ke sath sath template choose karein aur ok karein.
Step 5:-Ab Aapka blog ready hai, New post par click karein aur apni pehli post ka title aur conten
likh kar publish karein.
Ab aap apne blog ke address pe jaker apni pehli post dekh sakte hain. Now keep posting aur apne blog ko social sites pe promote karein jisse aapke blog pe traffic aaye. Apne blog se rupye earn karne ke liye aapko google adsense pe apply karna hoga. Iske lie www.google.com/adsense par jayein aur adsense pe signup karein. After approval apne blog pe Ads code ko insert karein. Pehle to main aapko apne blog ke template ko kaise change karein aur usse attractive kaise banayein taki jyada visitors aapke blog pe aayein, ye batata hu.
Step 1:-Theme ko change karne ke liye aapko niche diye gaye link pe jana hoga:
www.gooyaabitemplates.com
Step 2:-Ab koi bhi free Blogger template jo aapko accha lage, usse download kar lein.
Step 3:-Ab vapas www.Blogger.com par aayein , aur apne blog pe click karein.
Step 4:-Ab ‘template’ pe click karein, uske baad ’EDIT HTML’ ko select karein.
Step 5:-Ab jo apne template download kiya hai use open karein, Usmein ek A.xml file hogi, use notepad me open karein, aur pure code ko copy kar lein.
Step 6:-Copy kiye huye code ko Edit Html wale section me paste karein aur save kar dein. Ab apne blog par visit karein, aapke blog ki appearance change ho gayi hogi.
To upar diye huye steps se aapke blog ka template successfully set up ho gaya hoga. Agar aapko abhi bhi template nahi pasand aa raha to aap use upar ke steps repeat karke change kar sakte hain. Ab next step me google adsense ke liye kaise apply karein ye dekhenge. Google Adsense Gives High CPC(click per cost), it means aap isse earn kar sakte hain for every click. Agar aapke blog par ache khase visitors hog ye hain toh aap adsense ke liye apply kar skte hain aur apne blog ke traffic se aap paise kama sakte hain.
Step 1:-Go to www.google.com/adsense ,aur sign up karein.
Step 2:-Agle 2-3 din me aapko google ki taraf se adsense ke approval ya disapproval ke liye mail aa jaega.
Step 3:-Agar aapki application approve ho gayi ho to- www.google.com/adsensepe jayein aur apne account credentials se login karein.
Step 4:-Ab aapko ‘Place Ads Code’ ki button dikhegi uspe click karein, apni ad unit ko title edit karein aur’ save and get code’ pe click karein.
Step 5:-Jo code screen pe appear ho use copy karein, aur apne blog pe aayein.
Step 6:-Ab ‘layout and Add Gadget’ pe click karein aur ‘HTML Javascript Gadget’ ko choose karke usmein code ko paste karke save kar dein.
Ab 1-2 din wait karein, jab aapki site pe ads appear hone lagein to iska matlab hai ki aapka account activate ho gaya hai. Ab apni website ko promote karein aur apni earning ko google adsense pe dekhein.Ab bas apne blog pe post karein aur earn karein.
दोस्तों , Free Website/Blog kaise banaye? ya Khud ka Website kaise banate hai? अगर आपको कोई भी समस्या है तो आप कमेंट द्वारा पूछ सकते हैं. और प्लीज इस पोस्ट को अधिक से अधिक शेयर करे .
Good n thanxx sure it'll help me
ब्लॉग पर आने के लिए धन्यवाद
Meri site check kar ke batao na esme kuch kami to nahi hai na :- http://www.about2pc.com
@Aryan आपका ब्लॉग बहुत ही अच्छा है , पोस्ट डालते रहिये ,,एक सुझाव है कि अपना मोबाइल टेम्पलेट को ऑफ कर दीजिये ,,,
Sr ap bahut achhi post dalte h or bhi achhi post dalna
Ji jarur karan ji…Blog par aate rahiye…Daily aapko kuch na kuch nya milega…!!
सतीश जी , आपका ब्लॉग हिंदी टेक्नोलॉजी के क्षेत्र मे काफी बेहतर ब्लॉग है वैसे आपने इस ब्लॉग पर काफी कम समय में सफलता पा ली है | क्या मै जान सकता हु कि आप adsense से प्रतिमाह कितना कमा लेते है और इतने कम समय में आपके ब्लॉग के सफल होने का क्या राज है [GajabKhabar.com]
धन्यवाद राजकुमार जी ,,,
आप मुझसे ईमेल पर contact कीजिये
jspklive@Gmail.com
Sir g ap bahut accha likhte h Maine bahut kuch sikha apse..
Plz sir mujhe ek website banani h plz tell me sir.
जी जरूर अरविन्द जी,,आप भी अपना ब्लॉग या वेबसाइट बना सकते हो ,, मैंने जो भी स्टेप्स बताये हैँ उसको follow कीजिये,,,अगर कोई समस्या आती है तो बताइए
hi sir
mai daily aap k post padta hu or maine yanha bhut kuch seekha h.. maine yahi se pad kr apna blog nanayah or kuch post bhi dale h.. but bhai mujhe ek prblm h.. ki jaisa aap ka blog dikhta h.. i mean iss m menu ka option h or jo ye fb, twitter, gogle etc about you or bhi… ye sb mere blog pr kese lage ge.. or mukhe kya karna hoga… plz help me bro.. tum mera blog Kaushikhealthcare. blogspot. com dekh kar plz mujhe bataye ki abhi mujhe kya kya karna hoga.. plz bro.. mai tumhe apna marg darsk manta hu kyu ki mujhetumhara blog padne k baad laga ki mai bahut kuch seekhta jaa rha hu.. plz bro mera blog dekh kr mujhe aage maarg dikhaye… i hope u ki tum meri help karoge… or ha mera fb no.. 8650305277 h tum mujhe fb pr frnd request bhj dena kyu ki mai tum se bahut kuch seekh na chahta hu.. plz bro help me…. your visitor Gaurav kaushik
Aapko Menu set karna hai..toh iske liye Google par search kijiye. Aapko hindi me puri detail se jankari milegi. Agar nahi milti hai toh aap mujhe facebook par message kar sakte hain
Sir blog bnane ke lie Computer ki jarurat hoti h ya mobile se hi hm blog chala sakte h ?? Plz tell me
Menu , pages setup karne ke liye ek baar toh jarurat padegi computer ki..aap post mobile se bhi daal sakte ho
Thanks sir
🙂
Sirji mera whatsapp num.9660850921.hi aap es num. Par message kre taki me aapko shari details ki jankari le saku.
Suresh ji aap apne sari Details ke bare me hume TechYuktiOfficial@gmail.com par mail kare
Bhai mne six.com se blogger bna lia h or published b kiya lekin vo google search me nahi aa RHA ap btao ki kase isme adsens ko active krna h or kase isse income start hogi
Vishal ji aap Blogger.com ka use karke Blog banaye. Blogger.com Google ka hai. Isliye isper banaye Blog ko google jaldi Search me lata hai
सर मै आप से पूछना चाह रहा हु कि ब्लॉगर शुरू करने के कितने दिन बाद adsense से जोड़ा जा सकता हैं और कितना ट्रैफिक होना चहिय जरूर बताइए मै इतजार करूँगा।
Ajeet ji kam se kam 1 Month bad aur iske sath 30-40 Qaulity wale Post hone chahiye. Traffic se Utna Effect nahi padta hai
Mujhe Adsense ka approval nahi tak nahi mila hai. Or Adsense se yah mail aaya hai ki site down or unavailable please batao kaise approved karau ?