Hi Dosto !! Kya aap free ke templates use karte hain ? Agar aap free ke templates use karte hain toh aapke blog ke footer me template designer ka naam jarur aata hoga . Aur aapne isko hatane ki koshish bhi kiya hoga . Lekin jaise hi aap footer se credit link remove karte hain aapka blogredirect hoker template designer ke website par chala jata hai .
Iss post me mai aapko bataunga ki kaise aap apne footer se designer ka naam hide karenge . Bahut hi simple kuch steps hain jiske through aap apne templates se footer credit ko remove kar sakte hain.
Footer Se Designer Ka Credit Link Kaise Hataye
Desclaimer: Aapko Footer credit remove karte samay yah dhyan rkhna hai ki aapne dusre code ke sath toh Chedchad nahi kiya hai na.. Agar aap aisa karte hai toh aapka template save nahi hoga fir aapko restore karne me problem aa skta hai .
Satish Kushwaha says
Thanks for your valuable feedback ..
You can use Sumo me for best sharing widget..!!
If you will wait for sometime then i can publish a post for best social sharing widgets.
@Manish Rathore
Ashutosh singh says
bahut atchi jankari hai bhai
Satish Kushwaha says
Thanks @Ashutosh
Surendra mahara says
bahut hi achhi jankari di hai aapne.
Satish Kushwaha says
धन्यवाद सुरेन्द्र जी
Shailesh Chaudhary says
very nice information…thanks
Tehseen Naqvi says
bhai Jo template lgai h apne uska link email kar dein mujhe plz
Shailesh Chaudhary says
Naqvi ji Truereview naam hai Template ka, WordPress par mil jayega
sultan says
sir link to remove ho rhi hai per me jiase hi apni site ko open kar to wha se templete author ki site open ho rhi hai. please khoi soultion do
Shailesh Chaudhary says
Sultan ji aap Footer me kuch change naa kare bus jo Text footer se hide karna hai uske HTML Code me style=’visibility : hidden’ lagaye
Sultan singh says
arhe bahiya me yahi code dal rhi credit link bi remove ho rhi hai per uske bad mer book templete author per redirect ho rhi hai
Shailesh Chaudhary says
Sultan ji Uske Code me Koi Change naa karo, Bus Is Code ko Author Name se Pahle Likhe Code me Add kar do.
Anand Kumar says
Shailesh ji, mere blog ke template mein kuchh galat codding add ki huee hai jis wajah se blog load to ho jata hai lekin saath hi kuchh error bhi load hota hai. Ye samasya Homepage par nahin aata hai, sirf kisi post aur page ko open karne par aata hai. Meri baat ko samajhne ke liye aap mere blog ke 2-4 posts ko open karke dekh sakte hain. Please iska koi solution bataiye.
Shailesh Chaudhary says
aap iske Liye iShailesh par jaye waha se Solution milega.
kavar nitesh says
Hello
Mere blog ki post me jab me read more button karta hu to andar ek themes ka name aata hai wo kese remove kare ek baar dekh lijiyega bhai
www.indiatechtrick.com
Shailesh Chaudhary says
Kavar ji aap iske Bare me iShailesh Website Par jaye waha se Jankari Mil jayega
Ravi Saw says
Aisa karne par mere blog redirect ho ja raha hai theme manufacturer page par.. Aisa kyon
Shailesh Chaudhary says
Kisi-Kisi Blog Theme par ye kaam nahi karta hai.
Tejpratap Choudhary says
Thanks..
Krishna Kumar says
Hello sir , Mene jab footer koi edit Karne ki kosis ki toh , footer remove ho Gaya par Mere blog me menu Ka option show nhi ho Raha ha . Mera template Ka naam hai ….Sora template
🙁
Sir please help me please
Shailesh Chaudhary says
Paid templates me aap credit ko complete remove nahi kar sakte hai.
Technicalshailesh says
puri footer credit hide karne ka code agar apko pata hai to bataye
Luckky prajapati says
Very nice artical
Swaraj Mazda says
App ka credit link remove hogaya, aur app tayar rahe app ka site hack hone wala hai. Kyun ki code toh change nehi hua. Galat information math doh.