Agar aap Lenovo K3 Note Ka Marshmallow Update search kar rhe hain toh aap sahi jagah aaye hain . 2 din phle Lenovo ne Lenovo K3 note ke liye Android ka Latest Version Android 6.0 yani ki Marshmallow ka update announce kar diya hai . India me jitne bhi Lenovo K3 note hai wo sb Apne K3 note me Marshmallow kaupdate kar skte hain .
Lenovo K3 Note Me Kaise Kare Marshmallow Ka Update :
Waise toh Lenovo ke phones me Android ke update ki bahut kam hi ummeed thi . Lekin achanak se Lenovo K3 Note Marshmallow Update release kar diya hai .
Agar aapke pass Lenovo K3 Note hai aur aap apne phone me Marshmallow ka update karna chahte hain toh aap btaye gaye steps ka follow kare :
Step1: Sbse phle aap apne memory card aur phone memory se jaruri data ka backup le le . kyuki phone update hone ke baad aapka saara data chala jayega .
Step2 : Aap phone ko Full charge kar lijiye
Step3: Apne Lenovo K3 note ke Settings me jayiye .
Step4: Fir About phone par click kijiye .
Step5: Ab Aapko System Update Ka option dikhega .
Step6 : Iske baad phone check karega ki aapke Lenovo K3 Note Ke liye update hai ya nahi.
Step7: Ab aapko 1657 MB ka file Download karne ke liye kaha jayega .
Step8: Agar aapke pass Wifi hai toh aap easily iss file ko download kar skte hain.
Step9: File Download hone ke baad automatically install ho jayega . Fir kuch 2-3 baar restart hoga . Uske baad aapke phone me Android Marshmallow (Android 6.0) ka update ho jayega .
Ab aap bhi Latest android ko enjoy kar skte hain .
Waise Android N ka bhi preview Launch ho chuka hai . Jiska update Google Nexus wale phones me mil raha hai . Android N me bahut hi achhe achhe features hain .
दोस्तों अगर आपको Lenovo K3 Note को अपडेट करने में कोई प्रॉब्लम आती है है तो आप मुझे बता सकते हैं । मैं आपकी हेल्प करने की पूरी कोशिश करूँगा ।
ha shuru se ho jayega.. lekin ek option aur hai aap pc se bhi download kar sakte hain.
uske liye yah post hai:
https://www.techyukti.com/2016/07/lenovo-k3-note-ko-officialy-marshmallow.html
Sir I have a question.. agar fone update hote time data pack khatam ho gya to .?dobara update lgane pe file wahin se download hogi ya start se.????plz suggest me..
Sir mera k3 note mobile he me software karane dukan gaya to us pagal me mera mobile Chinese version me update kar diya he to use Indian version Kaiser Kate vo bhi recovery mode se plz hlp me
Aap Volume up + Volume down+ power button tino ek sath press kijiye switch off karke.. Fir recovery mode open hoga wha se aap update par click karke phone ko indian version wala rom install kar lijiye. Jaisa maine iss post me bataya hai
Sir me recovery mode se update kar raha hu lekin 49% par install failed aa raha he me kya karu
Wo failed nhi ho rha…aapko 15-20 Min wait karna padega.. Mera bhi aise hi hua tha.. 49% par thoda ruk jata hai.Lekin kuch der baad fir ho jata hai
Sir mere pas wifi nhi but mobile data se Kase update hoge
Aap cycber cafe se rom ko download kar lo. fir upadte kar lo. Mobile data se bahut time lgega
Thanks sir
sir lenevo note 3 6.0 mai update nhi ho rha hai wifw hai nhi net on krke krta but nhi ho rha hai
Suraj ji post me ek video hoga aap use dekhker waise Update kariye ho jayega. But aap update karne se pahle apne Phone me Space aur Battery ko check kar lena
Sir k3 note se 6.0 remove karna hai kise kre
Krishna ji aap Phone ko Reset kar do.
Lenovo k3 note me Volte chalta hai kya
Kaise shuru kare pls help
Farooque ji aap JioVoice App Install karo
Sir mere lenovo k3 note me koi bi apps dawnload nhi ho rhi he n cemera open kar tehi memory full bta rha he jb ki mobile me n to koi app he n song to fir 16GB Room update karni pdegi
Mere k3 note me song n app n to memory full bta ha he jb ki mobile me n app not song to fir 16 GB Room he fir memory full q bta rha he
Hello
Vijay ji aap apne Phone ko ek bar reset kar le sahi ho jayega
Mary Mobile me Jio ka natwark kam rhta h kya kro or vo
Dalbie ji aap apne Mobile ka 4G Data ON karo aur JioVoice App Install karo
Sir mere mobile ka Purana version 5.0 tha ab upgrade ho gaya lekin sir phle thumb kyc activation vali support karta tha lakin ab unforsulity ul system stop dikha ta hai aur back ho jata hai agr koi samadhan ho to sir bataye
Ravinder ji aap Screenshot send karo Is Link par Facebook/techyukti
Sir lenevo k3 ko marshmallow 6.0 mai update karna tik rahaga ya nhi
Shailendra ji shai rahega, isse Phone Optimize ho jayega aur BatterY jaldi Charge hoga
Thanks sir ji
Sir Esma kuch bugs h jaise network problem, camera sound, jo ki mera friend ni k3 update karna ka bad face kar raha h enka koi solution h kya
Help
Sir mere mobile Mai SD card support nahi ho raha Hai Kai baar Kar ke dekh liya Hai Kya karoon
Aapko Service Center Le jana padega, Kyoki Phone Hardware me Problem ho sakta hai
Sir mera lenavo k3 note hai Maine jio ka sim lagaya hai but mere phone se call nahi ja raha hai .please help me sir
vikas ji aap JioVoice app Install karo
sir mere lelovo k3 me volte show nahi ho raha hai