
Hi Dosto ! Youtube SEO ke Series mai aapko iss post me bataunga ki Kaise aap apne Youtube par channel par success payenge (6 Super Tips To Get Success On Youtube) . Apne Youtube Channel par Views aur subscribers kaisebadhaiyenge. Agar aapne phle se hi koi Youtube Channel banaya hai ya fir Koi Youtube Channel Bnane ka plan kar rhe hain to iss post ko dhyan se padhiye.
Aapko jarur fayda milne wala hai. Kyuki iss post me mai aapko Youtube par success hone ke liye kuch aise tips bataunga jo shayad hi aapne kahi padhi ho.
Agar aap Youtube Videos Dekhte hain toh aapne aise bahut saare channels dekhe honge jinpe ek din me hi lakho views aa jate hain. Aur kisi kisi video par koi views nahi aata. Aapne kuch aise channels dekhe honge jinpe lakho subscribers hote hain. Toh iske piche jo reason hai wo aapko iss post me milega.
Agar aap apne apne Youtube channel ko aage badhane ke liye bahut sare tips search karte hain toh bhi aapko success nahi milti toh ho skta hai aapne unn tips ko ache se follow na kiya ho. Lekin iss post me mai aapko jo tips bataunga wo agar aap follow karte hain toh aap jarur successful youtuber (6 Super Tips To Get Success On Youtube) ban payenge.
6 Super Tips To Get Success On Youtube:
Tip#1: Do Not Join MCN (Multi Channel Network):
Tip#2: Make A Routine:
Tip#3: Do Not Copy:
Tip#4 Keep Intracting with Subscribers:
Ek jo sbse important tip hai wo hai ki aap apne subscribers ke sath interaction maintain kijiye. Aap unke comments ka time par reply karte rahiye. Aisa karne se unko unka jawab bhi mil jayega aur aapke channel ke sath bane rhenge.
Aap koi superstar toh hai nhi ki aapne nach-gaana ka video upload kar diya aur uske baad log dekhe ya na dekhe aapko koi matlab nahi. Dekhiye aapko agar success banayenge toh wo aapke viewers hi hai. Aur aap koshish yahi kare ki aap unke liye hi video banaye.
Tip#5 Keep Patience:
Toh mai aapse bhi yahi kahna chahunga ki aapko youtube channel banane ke baad aapko thoda wait karna padta hai. Videos ko promote kijiye. Apne dosto ko bataiye apne youtube channel ke bare me.
Tip#6 Don’t Spamming:
Mai aakhiri tip dena chahunga ki aap spamming mat kijiye. Sidhe shabdo me aap videos ke thumbnail ko aisa na rakhe ki aapka thumbnail kuch aur bta rha ho aur aapke video ka content kuch aur ho. Aur video ka title bhi aisa likhe jo aapke video content ko show kare. Aisa galti se bhi koi title na likhe jo bss click karne ke liye hi ho . Aur aage koi aapka video na dekhe. Isi ko spamming kahte hain.
Personal Tips:
My Youtube Channels:
Nice sir me youtube ko lekr bhut presan hu ek bhi view nhi aa rha ..
Jab tk share krt hu view aate h share krna choda to view nhi aate
Kya kru
Gaurab ji Starting me aisa hota hai. but aap jab bhi Video Upload kare to acche-acche tag ka use kar aur Video ko jayda se jayada share (FB,WhatsApp, G+, Twiiter, Linkedin. etc) kare.
Aap link me diye gaye post ko padhiye aur usme diye gaye video me jaise bataya gaya waisa kijiye. Apke Channel par Visitor jarur Increase honge. Best Tools for Youtuber
Sir, mujhe app se ek baat puchna h YouTube Jada se Jada subscribers kaise increase kare mai YouTube pe new hu kuch help full tips btaye
Jise mera channel Ka bhi nam ho…sir m apka reply ka wait karta hu ..
Bobby ji Subscriber badhane ke liye koi Special trick nahi hai Bus aap Regular Video Banaye, LIVE Chat kare apne Subscriber se
Wah Brother Blog bhi hai …… Kabhi bataya nahi
Aashi likhi hai aapne
mere video pe veiw nhi aa rhe hai ,.bahut paresan hu sir.
sir agar 1 sal me 4000 hours aur 1000 subscribe nahi hua to kya hoga?
Adsense Approve nahi hoga
Sir apke YouTube channel ka name kya he
Satish Kushwaha, Satish K Videos, Techyukti
Good sir ji.
Satish Bhai mera bhi YouTube Channel hai Or mere channel ka name hai Prakash Chauhan or usape 150k + subs hai
thank you sir……sharing your useful tips
Thank you sir…for sharing useful tips
Wonderful tips…..