Google Adsense Earnings Kispe Depend Karta hai:
Contents
- 1 Google Adsense Earnings Kispe Depend Karta hai:
- 2 How To Increase CPC in Google AdSense:
- 2.1 #1. Focus On Quality Traffic:
- 2.2 #2. Keyword Par Research Kijiye:
- 2.3 #3. AdSense SEO ke Basic par Focus Kare:
- 2.4 #4. Duplicate Article Post Karne Se Bache:
- 2.5 #5. High Paying Keywords Ko Apne Domain Authority Ke According Choose Kare:
- 2.6 #6. Content Length Ke According Hi Ads Lagaye:
- 2.7 #7. Ad placement Ko Analyze kare:
- 2.8 #8. Use Adsense Heat Maps:
- 3 Conclusion:
#1. Focus On Quality Traffic:
Quality Traffic se aapke Blog par High CTR wale Ads show hote hain. Visitors ke ad par click karne ke chances high hote hain. Aur Aapki Adsense CPC bhi jyada hoti hai.
#2. Keyword Par Research Kijiye:
#3. AdSense SEO ke Basic par Focus Kare:
Isliye apne Post ka Title H1 tag me likhe. Aur jo Headings hain unko H2 tag me. Sath me aap jo bhi images use kar rahe hain. Uss image ke properties me “Alt” attribute ko jarur fill kare. Isse pata chalta hai ki image kis liye use hua hai.
#4. Duplicate Article Post Karne Se Bache:
Isse aapke Blog ki Standing kharab hogi aur aapka CPC bhi low ho jayega. Fir aapka Adsense se paisa kamane ka Sapna toot jayega.
#5. High Paying Keywords Ko Apne Domain Authority Ke According Choose Kare:
#6. Content Length Ke According Hi Ads Lagaye:
Isliye apne post ke Content length ko badhiye. Jisse aapke post par 3 ads unit bhi show kare toh koi problem na ho. Aur jyada ads lagane se visitors ko bhi problem hota hai. Isliye agar aap kam ads use karte hain toh aapki CPC jyada hogi.
#7. Ad placement Ko Analyze kare:
#8. Use Adsense Heat Maps:
Agar aapko High CPC ke sath sath High CTR bhi chahiye toh aapko Google Adsense Heat Maps ka Experiment karke dekhna chahiye. Isse aapko jarur fayda mileg
Sanjay joshi says
just supper'b satish.. kisi bhi naye blogger ke liye google adsense sbse badiya tarika hai paise kamane ke liye . pr hindi blogs and ham indians ke liye thoda muskil …
Satish Kushwaha says
Thanks Sanjay ji 🙂
Chandan Bais says
बहुत अच्छी जानकारी है.. लोगो की बहुत मदद मिलेगा इससे, धन्यवाद.
Satish Kushwaha says
Dhanyavaad Chandan ji
Satish Kushwaha says
हाँ लेकिन उम्मीद है कि आने वाले टाइम में सभी advertiser हिंदी एड पर भी फोकस करेगा
sanju dangar says
Vaah sir, maan gaya, aapke post likhne ki style lajavab hai, bahit archi tarah se samja ya hai, sir aapki judhi tarif nahi kar raha hu, but dil se keh raha hu, aapki post padhke khush huaa, sir maine adsense cpc incress karne ki bahut sari post read ki hai, par aapki post me se muje bahut kus naya shikhne ko mila, meri bhi vahi problem hai, low cpc.
Sir meri site ka traffic 1000 pageview/day hai or 20 click/day hai, lekin cpc lifetime/0.04$ hi hai, or is month se to 0.02$ hi hai, maine bahut sari post read ki or follow bhi kiya, par jyada kus fayada nahi mila, muje lagta hai ki meri site ke name low cpc vala hai, iski vajah ho sakti hai kya?
Or me post ab dusre topic par likh raha hu, sir muj se ak galati ho gayi hai ki maine domain name galat chuna hai, ab kya kare? Mere pass dusre topic par article to bahut hai, par domain name se related article muje ab intrest nahi hai, kya dusri site banana chahiye?
Sir me aapko ak baat batana chahuga ki muje 1 years laga adsense ko approve karne me,
Mune kahi blogger ne bataya tha ki aap traffic incress kare, or me baar baar adsense ko apply karta raha or traffic badhata gaya, feer maine 15000 page view/day traffic hasil kiya 1 years me fir bhi adsense ne approve nahi diya, uske baad maine blogging chhod di,
Lekin 6 month ke baad maine ak baar trai karne ko man bana liya, or sabhi post ko rimove kar de, iske baad new post likhna saru kiya, dusre topic par maine 15 post likhi, or traffic tha 45 page views ka tab apply kiya to approve mil gaya, sir thode din pahle mere adsense ki cpc bahut archi ho gayi thi, muje yaad hai 0.60$-0 se 70$ tak 15 day tak rahi thi, lekin ab fir se low ho gayi hai
Satish Kushwaha says
Sanju Ji..Phle toh Bahut bahut Dhnyawaad..
Mai aapko Batana chahunga ki Aapka domain name digit ke sath hai toh iska seo par fark padta hai.
Aur agar aapka interest kisi aur topic me hai toh aapko uspar blog bna lena chahiye.. Agar uss topic se related aap 30 Articles bhi dimag me soch sakte hain toh aaj hi shuru kar dijiye.
All the best 🙂
sanju dangar says
Thanks thanks, kya batavu, aapne meri sari problem ak hi line me solve kar di, muje jis baat ka shak tha, vo aapne clear kar deya, sar ab me jis topic par likh raha uske baare me life time post likhta rahu to bhi mere dimag se article kam nahi hoga, ab use topic me expert ho gaya hu, or maine saruaat ki thi vo topic muje bhi ab boring lagta hai, isme kus naya nahi hai, or logo ko us topic se kus fayada hi nahi milta, sir maine ak baat mark ki hai, ki meri site shayari ki ha lekin mere daily reader ko mera naya topic vala post hi pasand aata hai,or muje lagta hai ki shayari ki cpc 0.02$ se jyada kabhi aage nahi badhegi, fir se tahedil se sukriya, sir ab koi question nahi raha hai, sab clear kar diya aapne
Satish Kushwaha says
Oh Very Nice Sanju ji…!!
Mere liye isse achhi baat kya hogi..! Dhanyawaad blog par aane ke liye..!! 🙂
Ravindra Singh Yadav says
Useful article. Thanks for shared info.
Shubham says
nice post…
Deepesh says
hello sir aap mera blog check kr ke bataye usme kya kami hai meri Adsense cpc 0.2 or 0.3
se uper nahi jaati hai
Shailesh Chaudhary says
Deepesh ji apke target Audience India, Pakistan, Nepal jaise jagah se Honge isliye CPC aisa hai aap European, American Country ko Target Karo CPC Increase ho jayega
Sudip says
Blogger pae haar ekk post k liye keywords kaise dale jaatein hai kise ko patta h kya..? Mai beginner hu aur muje patta nai kaise krte..
Shailesh Chaudhary says
Aap aisa karo iShailesh.com Website Ko CHeck karo apko waha se Puri janakri mil jayega
Barinder singh says
Hi very good article Thanks for sharing
Satish Kushwaha says
Thanks
Nabin darjee Dj says
Nice post bro