Hi Friends, Is post me mai apko ki aap apne Facebook Account se Live Stream Kaise kar sakte hai. Agar aap ek Blogger, Youtuber ya aur koi bhi Business me hai aur apko apne Facebook Friends se Live Video Stream karna hai ,to iske liye aap Unhe ek-ek karke Video Chat nahi kar paoge. Agar Live Stream Video ki baat ki jaye to sabse pahle apke dimag me ye sawal ata hai ki What is live stream?. Basically Live Stream ka matlab hota hai kuch Live Broadcast karna jisme dono taraf se baat ho sake.
To Friends aaj mai apko bataunga ki aap apne Mobile se apne Group ke Kisi bhi Member se Video Chat kaise kar skate hai, ya Fir Facebook par live event streaming, Facebook video Streaming ya facebook streaming video kaise kar sakte hai.
How to live Stream on facebook From Mobile:
Facebook me agar apko aap ko apne Mobile se Live Streaming ke liye jana hai to bus apko Facebook Application Download karna hoga. Aur ab aap jaise hi apne Facebook Account me LogIn karnge to apko apke Home Page par hi Live Streaming ka Option mil jayega jisper aap Click karke Facebook Par Live ho sakte ho.
Live par Click karne ke bad aap Live Video bana sakte hai, iske Sath facebook bahut se Extra Features Provide karta hai. Jiske dwara aap Live Video Quality ko badha sakte hai aur apne Streaming ko aur attractive bana sakte hai.
Mere pass Facebook Se Related aur bhi bahut se Trick hai jo apko Janana chahiye aur agar aap Inhe nahi jante hai. To aap inhe jarur dekhe.
Read:
- Facebook Se Deleted Video, Image, Message Ko Recover Kaise Kare?
- Facebook Account Disable Kyo hota hai? Aur ise Fir se Recover kaise kare sakte hai?
- 360 Image kya hota hai? & Facebook par 360 Image Kaise Upload Kare?
Dosto, Facebook Se Live Stream Video banana bahut asaan hai aur aap apne Mobile Se Facebook Account Login Karke Direct Live Stream Video Record Kar sakte hai. Agar apke pass is Post ke bare me Koi Sawal ya sujhav ho to aap Comment jarur kare.
Vivek Kumat says
Sir aap ka gmail.id sir