Hi Friends, Kya apko Lagata hai YouTube par Subscriber ke paise milate hai?. Kya apko pta hai New YouTuber kya Mistake karte hai?. Agar apko in sabke bare me pta karna hai to aap sahi jagah. Kyoki aaj mai aap logo ko YouTube Subscriber ke bare me details me bataunga.
Sabse pahle mai kuch Common Question ke bare me apko batana chahunga. Jo YouTube ke bare me sabse Jyada Puche jate hai. Sath mai apko In sab Question ka Expert Solution bhi bataunga.
Kya YouTube par Subscriber ke Paise Milate hai:
Contents
Dosto hum logo ko akaser sunane ko milata hai. Mere us dost ke YouTube par 5000 Subscriber ho gaye, Mere 1000 ho gaye. But Kya YouTube apko Subscriber ke paise deta hai.
Agar apko lagata hai, YouTube Hame Subscriber ke paise deta hai. To aap bilkul Galat hai. Because Maine aise Logo ko dekha hai jinke pass 5000 Subscriber hote huye bhi unki Earning nahi hoti. And kuch logo ke 500 Subscriber hote huye bhi month me $200 kma lete hai.
Friends YouTube ke liye agar kuch mayine rakhata hai to wo hai “Views” aur ” Ads Monetization” . Agar ye dono apke channel par hai. To aap bina Subscriber ke bhi Earning kar sakte hai.
But agar apke Pass Views and Ads Monetization me se koi bhi ek nahi hai. To aap YouTube se kabhi bhi earning nahi kar sakte. Example ke taur par Man lijiye apke Channel par Daily 10,0000 Views aate hai But apka Channel Google Ad-sense se Monetize nahi hai. To apki Earning $0 hogi.
Isi Tarah agar apka YouTube Channel Ads Monetize hai But apke Channel par Daily 10-15 Views aate hai. Tab bhi apka Earning $0 hoga.
Subscriber se kisi bhi YouTube Channel ka keval Publicity, Popularity aur User Attraction badhta hai. “Mai apko ek Example se Samjhata hu, Suppose aap apne shahar ke sabse Rich Man ho. Apke Pass Millions me Account balance but aap ek Normal se ghar me rahte ho, Normal se Car laker chalte ho, Normal se Cloth pahante ho. To logo ko kaise pta chalega ki apke pass Itna paisa hai. Wo to apke Account balance ko thode na check karne jayenge.
Jab aap mahagi car se Chaloge, apke pass Hi-fi Cloth aur ghar rahega, tabhi to apko Popularity logo me hogi. Isi tarah jab apke Pass Subscriber honge tabhi apki Popularity hogi aur apke pass aur views ayenge.”
YouTube par 1000 View ke Kitane Paise Milate hai:
Agar mai aap se kahu ki mere pahle 1000 view par $4 ka Earning huaa. And agle 1000 views par $0 ka earning huaa. To apka viahar hai, Friends hum Ye 100% Surely nahi kah sakte hai. Ki Youtube hame 1000 view par kitne paise dega.
Because Earning tin cheezo par depend karta hai. View (Kha se , Kitne) , Impression aur Click (kha se, kitne) par. Suppose apke channel ka 1000 View hua, jisper Ads Impression raha 1500 aur 400 Click to sayad apke 1000 views ke $1.0 mil jaye ya usse jyada bhi mil sakta hai .
Impression ka matlab hota hai, Ads dikhana. Eaxmple ke taur par Agar 1000 views me Impression 1500 hai to iska matlab apke Channel Video par 1500 bar Ads dekhaya gya hai. Ab jo 1500 bar Ads dikahye gaye hai. Usper kitne click aaye hai aur ye Click kha se aaye hai. Hame Inke hi paise milate hai.
2016 me Ek Successful YouTuber Kaise bane:
Dosto aaj se kuch sal pahle ye hota tha. Ki aapne ek naye Idea ke sath YouTube Channel bnaya aur Success ho gaye. But Ab Current time me aisa nahi hai. Because ab Competition bahut jyada badh gya hai. Ek hi idea par apko hazaro YouTube channel milega.
Isliye agar apko 2016 me ek Successful YouTuber bnana hai to apke pass. Idea to naya hona chahiye sath usko Represent karne ka tarika bhi naya hona chahiye. tabhi aap Current time me ek successful YouTuber ban sakte hai.
Bahut logo ko ye Problem hai, ki wo pichale 1 Year se YouTube par Video Upload kar rahe hai. But na to unka Views badha aur na hi Subscriber. Kyoki ek to unke pass koi naya idea nahi hota hai, Wo dusare channel ka Copy karke apna channel banate hai. And Jo Video wo copy karke banate hai uski Quality aur Presentation us Channel se bhi kharab kar dete hai, Jis Channel ko Copy karte hai.
Inme se bahut se Log aise hai, Jinko Google Adsense aur YouTube Dashboard ke bare me bhi nahi pta lakin unka Youtube Channel hai. To wo log kaise Success ho jayenge.
Agar apko Current Time me ek Successful YouTuber bnana hai. To apko neeche diye gaye sare Point acche se Samjhne honge.
- YouTube Channel bnane se pahle kam se kam 1 month tak un sabhi Channel ko acche se analyse karo. Jis Topic par Channel banane wale ho.(Example-agar aap Tech Channel banane wale hai to aap lagbhag sabhi Tech Channel ko acche se Dekho aur analyse karo ki un Channel me aisi kya kami hai. Jisko apko Door karke channel banana hai)
- YouTube Channel Banane se pahle aap Google Adsense aur monetization Process ke bare me acche se pta kar le.
- Channel banane se pahle YouTube ke Sare Term and Condition acche se padhe aur usme se sare Important Fact ko Note kar le. And Youtube Dashboard ke har ek Tool aur unke use ke bare me acche se samjh le.
- Aap hamesha apne Channel ka nam Fluent aur Unique rakhe. Isse agar koi apka Channel ek bar dekhega to use apke Channel ka nam Yaad ho jayega. (Example- TechYukti, TechViral,)
- Apke Video me Content ke sath-sath Video Quality aur Representation bhi Behter hona chaiye. (Example- Technical Guruji)
- Aap Video me hamesha Attractive Thumbnails and Title ka use kare. Uske sath aapko apne channel par kareeb 1 sal tak Regular video Upload karna hoga.
दोस्तों अगर आप को ये लगता है | की आज YouTube चैनल बनाकर कल से $100 रोज कमाया जा सकता है | तो आप कभी भी YouTube पर अपना चैनल न बनायेगे |
क्योकि Youtube पर success होने में कभी तो सालो लग जाते है | मैंने आपको इसे पोस्ट में कुछ इंडियन YouTube Channel के विडियो दिखाए है जिनके पास 6०,००० से लेकर 37०००० Subscriber है | उम्मीद है की आप को इनके विडियो देखकर कुछ समझ में आया होगा|
अगर आपको इस पोस्ट में कोई प्रॉब्लम है या आपके पास इस पोस्ट से रिलेटेड कोई विचार है तो आप हमें कमेंट जरुर करे |
TechYukti ब्लॉग में आने के लिए आपका धन्यवाद
saif jutt says
nice information sir, plz ye bta den k youtube channel pe views k bawjood earning kyun nhi hoti
Shailesh Chaudhary says
Saif ji Earning ke liye apko apne YouTube Channel ko Google Adsense se Monetize karna hota hai. Agar apne channel ko Monetize kiya hai to Earning jarur hogi.
mirza says
sir main ek channel banaya hai us channel pe 43 video upload kiya hai un sare video ke views ko add kare ke google adsense pay karegi ya ek video ka view 1000 hone pe
Shailesh Chaudhary says
Mirza ji Adsense apko ek sath sabhi Video ka Earning pay karega. Jab total $100 ho jayega
Mobile tech with bannaji says
Sab ko add kr ke 10000 view hone cahiya
Shailesh Chaudhary says
Ha sabko Add karke 10000 Views hona chahiye
piyush kumar says
Sir mai ek sawal puchna chahta hu ki YouTube se paise kamane me liye kitni age Joni chahiy mai 18 sal Ka nahi ho to Kya mere papa ke bank account me Adsense paise transfer Kar Dega ya mere papa Ka Gmail ke channel banakar Inka ek Adsense account banana padega tab us channel se income hogi.
Satish Kushwaha says
Aap apna Gmail bhi use kar sakte hain… Lekin adsense account me Payee name me apne Papa ya bade bhai ka details daal sakte hain
Mohammad Ali Sayyad says
Sir hum ne video humare channel per upload kya hai aur us ko adsanse se bhi joda hai magar $ green nhi ho raha hai .. adsanse ke page per ” login with cereat account ” per click karte hai to baar baar wahi page aata hai … aur batata hai abhi apvral panding hai .. aap batayenge aisa kiu ? aur humare video per Add bhi aa rahi hai .. sab video per aa rahi hai .. plz help me sir
Shailesh Chaudhary says
Ali ji Adsense turant aprove nahi hota hai Usme thoda Time Lagata hai. Jiase Hi Adsense Aprove ho jayega apko Earning Hone Lagega
Mobile tech with bannaji says
10000 viws jo jayega tho approved ho jayega
Shailesh Chaudhary says
ha ji Uske bad aap Apply kar sakte hai
santosh kumawat says
But wo btara h ki 4000 ghante video chlni chiye nd 1000 subscriber hone chiye ……to fir ye task pura hoga tabhi to ….??
Shailesh Chaudhary says
dono hona chahiye tabhi monetization enable hoga
Mohammad Ali Sayyad says
sir mere youtube channel per 37 video hai .. sab ke views ziyada kisi ek do ka kam hai . aur 1 video ka to 720,661 views hai aur subscribe hai . 2,756 … fir bhi $ green nhi ho raha hai .. videos ko monotizan bhi kya hai sir magar nhi ho raha hai plz aap batayenge kaise kare plz help me sir ..
Mohammad Ali Sayyad says
Mujhe is ke baare me aur jankari chaiye kya mai aap se meeting ho sakti hai meri .. agar yes to aap mujhe addrees bhej dijye me aap se meeting kar lun ga plz agar whatsapp number bhi denge to chalega sir plz
Mohammad Ali Sayyad says
sir plz rply
Mohammad Ali Sayyad says
sir Rply to karye ?
Satish Kushwaha says
Aap Facebook par message kijiye fb.me/TechYukti
Shailesh Chaudhary says
Ali Ji mai apka Kya Help kar sakta hu
Mohammad Ali Sayyad says
sir mere videos hai youtube channel per mere Apne channel per Aur un ko mai ne adsans & monotizeton bhi kya hai magar $ green nhi ho raha hai . video per Add bhi aa rahe hai . views bhi ziyada hai 1 video ke 7 00000 lakh ke upper hai baki dusre bhi 1000 ke upper hai magar adsans apuvrl me hai yahi bata raha hai aap batenge aisa kiu ..
Satish Kushwaha says
Aap Facebook par message kijiye fb.me/techyukti
Mohammad Ali Sayyad says
sir mujhe Facebook per hun magar request kaise bhejte hai mujhe nhi malum aap mujhe request bhej dijye .. ” Mohammad Ali Sayyad “
Mohammad Ali Sayyad says
sir plz rply to kare
Himanshu says
Sir apka no chiyee
Ua mera le lijiye 7581015788 mujhe apse kuch baat krni h chammel ko lkr
can u plz help mee
Shailesh Chaudhary says
Himanshu Ji aap Hame TechYukti Facebook Page ya Blog par Diye Gaye “Quetion Pooche” Option se baat kar sakte hai
Krishna javre says
Sir meri video 5 month se youtube pr hai lekin bihot hi kam viwse or suscraibe huye h to m kese use bdha sakta hu
Shailesh Chaudhary says
Krishna ji maine techyukti par Subscriber badhane ke liye aur SEO ke liye bahut se post likhe hai aap un sabhi post ko”विषय चुने” option se youtube select karke sabhi ko padhe
Ashish says
Sir maine 10 video upload kiye or unhe monetise bhi kar diya ot adarnce se jod diya but sirf 1 video par hi ads aa rhe hai or usse hi earning ho rahi hai or baaki ke 9 video par ads nahi aa rahi hai
Shailesh Chaudhary says
Ashish Ji Copyright Video Upload Kiya hoga
manish pareek says
bhai m ye jana chata hu ki youtube pe mene abhi accaunt bnaya hor muje btaea ki kese m apni video ko youtub k phle page pr la skta hu or us se kese RS…kma skta hu plig yh jankari mari gmail pr de
Shailesh Chaudhary says
manish ji aap VidIQ ya TubeBuddy ka use karo,,, usse apko pta chalta rahega ki tag par video Number ONe par aa rha hai aur aap wahi tag apne Video me use kar sakte
Ravi says
Sir kya Youtube pr 1000 subscribe ke baad he earning start hoti hai….
Ravi says
Sir kya Youtube pr 1000 subscribe ke baad he earning start hoti hai…. please answer me
Shailesh Chaudhary says
ravi ji YouTube Earning Views & Adsense ki wajah se hota hai. Earning me Subscriber ka koi Matalab nahi hota hai. Agar apne channel ko Monetize kiya hai aur apke Channel par view aa rhe hai, to apka earning Start ho jayega
sehgal says
sir mane monetization ki sari sharte puri kar di hai aur shabi videos ko monetize bhi kiye huye 2 hafte bi ho gaye hai par abhi tak mere videos par ads lagi nahi hai matlab ki videos dekhne par koi ads display nahi ho rahi hai aur app yae bhi bta di jiye ki monetize karne ke bad kitne dino me videos par ads lag jayei gi.mane apne channel ka name “creative always” rakha hai kya ye unique hai.
Shailesh Chaudhary says
Sehgal ji agar apke Video Monetize ho gaye hai, to ad to Show karega aur ek baat Ads hamesha Show nahi karte hai. Aap YouTube Video Manager me jao aur check karo, Videos ko. Agar Videos Views ke Side me $ Ka Symbol bankar aa rha hai. to aapka Channel Adsense se Monetize hai
tinku lavaniya says
sir mai song banae ke liya ragistreson.karwana cahata hu sir ples. meri help kare sir ples. mujhe aap se umeed hai ki aap meri help jarur karege mai bahut paresan hu kafi din koi solu..nahi mil raha hai
mai photography karata hu sir ples………….ples…………..
tinku lavaniya says
sir mai song banae ke liya ragistreson.karwana cahata hu sir ples. meri help kare sir ples. mujhe aap se umeed hai ki aap meri help jarur karege mai bahut paresan hu kafi din koi solu..nahi mil raha hai
mai photography karata hu sir ples………….ples………….
Shailesh Chaudhary says
Main apka kya help kar sakte hu..
Ajay Mittal says
Sir Mera page hai “Mittal Tax Classes”. Jisko abhi 5 din phle hi shuru kia h aur monetized bhi hai. is channel par main sabhi original videos daal rha hu aur sabhi videos ko monetize bhi kar rha hu but 10 April ke baad se meri kisi bhi video par koi ad nahi aayi h.
10 april tak meri 0.45 rupee ki earning hui h aur aj tak mere total 600 views hue hai.
meri videos par ads kyu nahi aa rhi hai, ya 10 April ke baad se adsense ki policy main kuch change hua hai. please detail main explain kre.
Satish Kushwaha says
Ajay ji jab apke Channel par total 10000 Views ho jayenge, uske bad aapko Fir se Monetize karana hoga. Yah Youtube ka Naya Policy Update hai. https://www.techyukti.com/2017/04/youtube-stopped-monetization-for-all-channel-10k.html
Ajay Mittal says
Thanku very much Satish Sir.
Mera Channel to bilkul new hai ispe to abhi 600 views hi hai fir to meri earning agle ek saal tak start hi nahi hogi aisa lagta so. ab iska koi solution bhi btayiye please.
aur youtube ki latest policies k bare m aage kahan se pta chal sakta hai uska official sorce bhi btaye please
M.Irfan says
Bhai Maine 2 Weeks pahle Video upload keya tha os time mujhe Monetized krna nahi aata tha aaj Dekha to Video pH 1700+ Views the Maine ab Monotonized kr deya hai ab pechla revenue millega keya ?
Shailesh Chaudhary says
Irfan ji ab Youtube ka aisa Policy ho gaya hai, jab apke channel par total 10000 views ho jayenge. tab earning start hoga
ankurtejyan says
Ye post aacha laga h sar mujhe khudh ki website banwani h
Shailesh Chaudhary says
Ankur ji aap is Link par click Kare https://www.youtube.com/channel/UC9d9jyT_yZp-WGZfjw8xpeA yaha par apko Video mil jayega ki Website Kaise banaye
Aftab chand says
Hello,
Sir main Aftab chand mera youtube channel hai mera 15,000 Subscriber hai or perday 1 lakh views jata kabhi 10k v jata
But mere 1 lakh views ke only $10 hi milte hai. Kabhi kam milte hai…
Main agar pareshan hon mera CPC nhi badhta plzz Aap batao ki kaise……
Satish Kushwaha says
Aftab ji sabse sath aisa hai, Kisi ko bhi acche paise nahi mil rhe hai Youtube se, Bus aap Koshish karo aise video banane ka jis par jyada se jyada ads Show ho
Arvind kumar says
Sir mai you tube or google account banana chahta hon kya aap mughe bata sakte hai ki mai keise apna account banao please sir mo no 8958651690
Shailesh Chaudhary says
Arvind Ji aap Google par Search Kare Create Gmail Account aur waha se aap apne Google yani Gmail Account Create kar sakte hai. Youtube ke liye bhi aap Gmail account se Login kar sakte hai
Mohd munazir says
Sir maine youtube per 10 videos upload kiya hai lekin views bahut kam usko kaise badhaya ja sakata hai
Satish Kushwaha says
Mohd Munazir ji aap video ko share kare jyada se jyada aur apne Friends ko video dekhane aur share karne ke liye request karo.
Sidharth Bhati says
hello sir… मैंने अभी चैनल बनाया है। और 2-3 वीडियो ही डाली है । अभी vews 100 के लगभग ही हैं। तो क्या मैं अभी Verifiy, monetize और adsense से जोड़ सकता हूँ??? क्या अभी ऐसा करना सही रहेगा ??
Shailesh Chaudhary says
Bhati ji abhi aap Monetize nahi kar sakte hai.. 10000 Views ke bad YouTube Monetization ON Karta hai
Sidharth Bhati says
धन्यवाद चौधरी जी reply करने के लिए।
Que. 1- क्या मैं अभी verify कर सकता हूँ?
Que. 2- adsense के लिए कब apply करूँ?
Shailesh Chaudhary says
10000 views ke bad apply kare.. approve ho jayega adsense
Hema says
Thank you g aapka ye post bhut achha lga.
Shailesh Chaudhary says
Hema ji Dhanywad
Maniranjan says
Sir 10000 view ke Baad kaise mere account me balance aayega kaise mere account se YouTube link hoga
Shailesh Chaudhary says
Channel Option me Jaye waha Par Monetization ka Option se Adsense Account Link Hoga
जयसिंह नारेड़ा says
नमस्कार जी मेरा एक चैनल है जिसमे लगभग 2 वीडियो में 1 लाख से ज्यादा व्यू है लेकिन मैंने कुछ दिन पहले ही मोनेटाइजेशन किया है अब जो वीडियो दाल रहा हु वे मोनेटाइजेशन तो हो रही है $ ये sign ग्रीन भी हो रहा है लेकिन उनमें ऐड नही आता है!
क्या मेरी वीडियो पर पर एर्निंग होगी
क्या मुझे पहले के व्यू के भी रुपये मिलेंगे
इसमे बैंक खाते से कब जोड़ते है और कब रुपये आते है!
Shailesh Chaudhary says
Ha Ji apke Video par earning Hoga aur apko Pahle ke view ke paise nah milenge, Adsense account me jab bhi aap chahe Account ad kar sakte hai
mindonsearch says
bhot hi achhi aapne baate baatyi hai sir ji.
Satish Kushwaha says
Thanks
Mahipal M says
hahaha ye question log mujhse bhi kayyi bar comment karke pucha gaya hai.
Satish Kushwaha says
हाँ भाई यह सबसे कॉमन प्रश्न है
vishal sabale says
Sir youtube per views kaise badhaye
Air video ko promoted Marne she views badhati hai
Satish Kushwaha says
Trending topic par videos banaiye..Views aane ke chances rhte hain
Mohd Junaid says
Main Thodi Jankari Chahta Hu Please Call Me 9568845684
ROHIT KUMAR says
Mere YouTube channel par paise kam ho rhe Hai apne app,pahle badhe the ab kam hoye ja rhe hai, aisa kyo ho rha Hai, plz bataye zarur bahut pareshan Hai,
Satish Kushwaha says
Lagbhag Sabhi logo ka iss 2018 se kam ho gya hai
Manoj says
Satish bhi iss time ma kis topic ka uper channel banaya Jaya jissa channel jaldi SA popular ho Jaya…
Satish Kushwaha says
Mai kuch topics research kiye hai.. aap iss post me dekho Best 50 YouTube Ideas
Ashish says
Very nice post
Deepak choubey says
Agr kisi youtuber ke pass 500 se kam subscriber hai..bt uske videos pr views 1 – 2 lakh views hai..to kya use earning hogi..??
Sahil Kumar says
bhai mera adsense disabled ho gye hai enable kaise karu
Monis says
hello sir logo ne itne comment kre h kuch to kisi ko rply kro ya uc browser finish kr do….