Hi Friends, Kya apko apne Rooted Android Phone ke Liye Best App ke bare me pta hai?. Kya Pta hai hum Rooted Android Phone se kya-kya kar sakte hai?. Kyoki aaj mai apko kuch aise Apps ke bare me batane wala hu. Jinke bare me apne shayad kabhi suna hoga hai. Agar aap unke Feature dekhenge to aap un sare Apps ko use karne se roh nahi payenge. Apne abhi tak ye suna hoga ki hum Phone ko keval Update karne ke liye Root karte hai. But aaj mai apko bataunga ki Phone ko actually kyo Root kiya jata hai.
Rooted Android Phone Ke Liye Best Apps:
Friends agar hum Android Phone ko Root karte hai. Toh keval naye Custom ROM Download karne ke liye ya fir TWRP Recovery Install karne ke liye. But apne kabhi socha actually Android Root hota kya hai. Hum apne Android phone ko Root kyo karte hai. Toh Chaliye sabse pahle dekhate hai Android Root hota kya hai. Uske bad mai apko bataunga ki Rooted Android Phone ke Liye Best Apps kaun-kaun se hai. Aur aap in Apps se kya-kya kar sakte hai.
Root Kya hota hai:
Aap sabhi ko ye pta hoga ki Android ek Open Source Operating System hai. Android OS ko aap Edit karke apne anushar jaisa chahe waisa bna sakte hai. But uske liye apko Android Phone Root karna aana chahiye.
Because Rooting Android Phone ke ek Experimental Method hai. Rooting ke dwara aap apne Phone ko Unlock karke. Apne Android phone me Experiment kar sakte hai. Example ke taur par Custom ROM Install karna, App ke Permission ko change karna, TWRP Recovery Install karna, Rooted App Install karna, Custom Theme Install karna, Phone ko Hack karna. RAM Increase karna, etc. Aur bhi aise bahut se kaam aap keval apne Phone ko Root karke kar sakte hai.
Agar aap bhi apne Android Phone me ye sab karna chahte hai. Toh aap apne Android Phone Root kar lijiye. Kyoki aaj mai apko keval Rooted Android Phone ke Apps ke bare me batane wala hu.
#1 Titanium Backup:
Titanium Backup App ka use aap keval Rooted Android Phone me kar sakte hai. Agar apko Phone Rooted hai to aap ise Google Play Store se Free me Download kar sakte hai. Ies App se aap apne Android Phone ke sare Data ka Backup leker Data ka Zip File kahi bi save kar sakte hai. As well as aap Backup Data ko Easily Restore bhi kar sakte hai.
Example ke taur par- Agar aap apne Phone ko Flash ya Custom Flash karne wale hai. Toh aap Flashing karne se pahle apne Sare Data ka Backup Computer ya Gmail par kahi save kar de. Kyoki agar Jab aap Flashing karte hai to apke Phone se Sara Data Delete ho jata hai.
#2 Super SU App:
Friends mujhse aksar ek Question bahut pucha jata hai. Mai apne Phone ko Fir se Unroot karna chahta hu. Mai aksar unse ye bol deta tha agar aap apne Phone ko Unroot karoge toh apka purana Data nahi milega. But maine jabse is App ko use kiya toh mai aapse kah sakta hu. Agar aap apne Phone ko Unroot karna chahte ho toh apka Purana Data wapas mil sakta hai.
Agar aapne apne Rooted Android Phone me Super SU App install kiya hai. Toh aap keval Single Click me apne Phone ko UnRoot kar sakte hai. Super SU App apko Google Play Store par Free me Available hai.
Download Super SU App
#3 Greenify App:
Agar aap apne Smartphone ke Battery Backup se Pareshan hai. Toh apke Liye Greenify ek Best App hoga. Kyoki Greenify App apke Phone me battery ko jyada Heat hone se Rokta hai. As well as apke Phone ka Battery Life Increase karta hai.
Greenify App Rooted Android Phone aur Non Rooted Android Phone dono me kaam karta hai. But agar aap iske sare Feature ka use karna chahte hai. Toh apka Android Phone Rooted hona chahiye.
#4 WIFI WPS WPA Tester:
Agar apke pass Rooted Android Phone hai. Toh aap WIFI WPS Tester app ko apne Smartphone me Install kar sakte hai. Wifi WPS WPA app ka sabse jyada use Public wifi password hack karne ke liye kiya jata hai.
Ies App se aap sabhi Wifi password to nahi hack kar sakte. But agar aap koi aise Wifi Router hai jo same apne Router jaise hai to aap us Router ka password Dekh sakte hai. Example ke taur par Agar apke pass TPlink Wifi Router hai. Toh aap Tplink ke un Sabhi Router ka password dekh sakte hai. Jisme WPS Pin Enable hai aur Low Security Password Set hai.
Download WIFI WPS WPA Tester App
#5 Android Id Changer App:
Agar aap apne Rooted Android Phone ka Id Change karna chahte hai. Toh aap Android Id Changer App ka use karke kisi bhi Android Phone ka Id Change kar sakte hai. Is App ka Current me sabse bada use hai JIO SIM agar apko Bar-bar JIO SIM BarCode Generate karna hai. Toh aap is App ko Install karke apne Rooted Android Phone ka ID aur IMEI Number dono change kar sakte hai.
But Android Id Changer app Normal Android Use ke liye nahi hai. Ye keval Advance User ke liye hai. As Well as Android Id Changer ke Paid App hai. Jise aap Google Play Store se Purchase aur Download kar sakte hai.
Download Android ID Changer App
#6 Link2SD App:
Agar apke Phone ka Internal Storage Full ho gaya hai. Aur apke Phone se Koi Bhi App SD Card par move nahi ho rha hai. Toh aap apne Android Phone ko Root kijye aur apne Rooted Android Phone Link2SD App ko Install kare.
Example ke taur par- Agar apke Phone ka Internal Storage 8GB ka hai aur apne apne Phone 32GB ka SD Card lagaya hai. But apke Phone ke Internal Memory se koi bhi App SD Card me Move nahi ho rha hai. Jisek wajah se apka Phone Hang karne laga. Toh aise me Link2SD App apke liye bahut helpful hoga. Iske use se aap apne Android Phone ke sare heavy App (Game, Editing App Etc) ko SD Card me Move kar sakte hai. Jisse apke Phone ka Performance Increase ho jayega.
#7 Chamele Mac App:
Chamele MAC App ka use Specially Rooted Android Phone ka MAC Address (Physical Address) Change karne ke liye kiya jata hai. Agar aap apne Android Phone Linux OS Install karke. Apne Android Phone Unwanted Kam (password dekhane keliye, Dusro ke whatsApp message dekhane ke liye) ke liye use karte hai. Toh apke Liye ye App bahut Useful hoga. Kyoki agar aap apne Android Phone ka MAC Address Change kar denge to apko koi Track nahi kar sakta hai.
Download Chamele MAC App
#8 Game Killer App:
Friends agar aap Rooted Android Phone me aise Game use karte hai. Jisme apko Game ko khelane ke liye Coin ya Credit ka jarurta padta hai. Toh aap apne Smartphone Game Killer App ko install kar lijiye. Bus ab aap apne Game ke Liye Unlimited Coin ya Credit Free me le sakte hai.
Conclusion:
दोस्तों अगर आपने एंड्राइड फ़ोन को Successfully Root कर लिया तो समझ लीजिये | अब वो एंड्राइड OS Google का नहीं आपका हो गया है | आप जो चाहे अपने Rooted Android Phone के साथ वो कर सकते है | चाहे phone का Resolution change करना हो या एंड्राइड version. मैंने इस पोस्ट में आपको एंड्राइड के कुछ ऐसे ही app के बारे में बताया है | जो केवल आपके Rooted Android Phone में ही काम करेंगे |
उम्मीद है ये पोस्ट आपको पसंद आया होगा | इस पोस्ट के बारे में अगर आपके पास कोई सुझाव या विचार हो तो आप हमें कमेंट जरुर करे |
TechYukti ब्लॉग पर आने के लिए आपका धन्यवाद्