Apne blog me Free Newsletter Subscriber box kaise lagaye Blogger m
Hi Friends, Kya aap chahte hai ki aapke blog par bahut se Subscriber ho ? ya aapko blog sabse unique and Attractive deikhe ?. Agar aapko in sab ke bare me pta karna hai to aap is post ko bahut carefully padhe.
Note:
yah post only Blogger ke liye hai ya jo blogging me interest rakhte hai.Mai pahle bhi apne post me SumoMe ke bare me bta chukka hu jinhone padha hoga unhe ye acche se pta chal gay hoga ki SumoMe kya hai.
Friends chaliye mai aapko ek bar fir se bta deta hu SumoMe ke bare. Jaisa ki maine pahle bataya tha SumoMe.com ek aise website hai jha se aap apne blog ko bahut attractive look de sakte hai bina koi pareshani se.
Maine pahle post me Sumo Hot Share ke bare me bataya tha ab mai apko Sumo Smart Newsletter ya fir aap kah lijiye Smart Subscriber button ke bare me bataunga.
Friends aapne ne dekha hoga bahut se website ya blog par. Jaise hi aap blog open karte ho waise aap ke samne ek PopUp box open ho kar aa jata hai but use bahut hi kam log Subscribe karte hai ya fir uski wajah se apka blog open karna band kar dete hai kyoki PopUp box logo ko attract nahi karta balki Irritate kar deta hai.
Smart Newsletter or Subscriber Box Lagane ke fayaed:
- Unique & Attractive look of Blog
- Increase Subscriber on your Blog
- Grip the Attention of Visitor to spend more time on your blog
- SumoMe Blogger aur WordPress done ke liye hai.
Friends agar hum SumoMe ki bat kare to jab ise open kar ke dekhenge tabhi aap samjh jayenge iske bare me kyoki isme bahut se type Font, Color, Style hai jo Subscriber box ko bahut Attractive banate hai jisse log aap ke blog par attract ho jayenge.
SumoMe ka use kare ke apne blog par Subscriber bos kaise lagate hai mai aapko Step wise batata hu, aap neeche diye gaye step fallow kare..
Step to make blog Attractive:
Step#1: Friends sabse pahle aapko www.sumome.com par jana hoga. Uske bad jaise hi website ka Home page open hokar aayega aapko apne blog ka URL ( Example www.techyukti.com) enter karna hoga.
Step#2: Is step me aap SignUp karne ke liye Apne blog ka Email id enter kare, blog ka URL enter kare aur naya Password enter kare bus aap ab Login kar sakte hai.
Step#3: Login karane se pahle aap ke samne window me java Script ka code milega jise aap ko apne website ke Head ke just neeche paste karna hoga.
Step#4: Friends ab aap Login kar sakte hai aur SumoMe ke Dashboard me neeche diye gaye figure me dikhaya gya hai, ab aapko us Dashboard me se jis bhi Smart Bar or Button ko apne blog par lagna hai us par click kare.
Step#5: Friends mai aapko Smart Newsletter ya Subscriber box ke bare me bta rha hu to uske liye aapko Scroll bar Button par click karna aur use Activate karne ke bad aap use customize bhi kar sakte.
इस तरह से आप सभी ईमेल सब्सक्राइबर का लिस्ट prepare कर सकते हैं और उसको CSV फाइल में डाउनलोड कर सकते हैं . और सभी ईमेल सब्सक्राइबर को अपने ब्लॉग का अपडेट टाइम to टाइम सेंड कर सकते हैं.