Hi Friends, Aaj mai apko kuch aise Best Online Tools aur Software ke bare me batane wala hu. Jinse use se aap kuch aise kar sakte hai. Jo aap Computer aur Smartphone Installed Software se Nahi kar sakte hai.
For Example- Agar koi Image PDF me hai toh shayad hi aap koi aisa Free Software mile. Jisse aap apne PDF image ko Word File me Convert kar paye. But agar aap PDF Image ko Online Word file me convert karna chahte hai. Toh apko aise bahut se free Online Tools mil jayenge. Jinke use se aap PDF Image ko Word File me Convert karke Edit kar sakte hai.
Best Online Tools Software:
Dosto mai apko Kuch aise Online Tools ke bare me bataunga. Jinse aap Online Photo Edit kar sakte hai. Video Edit kar sakte hai, PDF Edit kar sakte. Video Audio Convert kar sakte hai. Facebook Cover, Twitter Cover as well as YouTube Cover bhi Design kar sakte hai. Wo bhi bahut asaani se. Photoshop ki tarah apko ghanto baithkar design nahi karna padega.
Toh chaliye dekhate hai Best Online Tools aur Software. Kaun-kaun hai aur hum unse kya-kya kar sakte hai.
#1 Canva.com (Graphics Design):
Canva ek aise Online Tools hai. Jisse aap Designing se related kuch bhi kar sakte hai. Jaise ki Graphics Designing, Web Designing. YouTube Cover Designing, Facebook Cover as well as Twitte aur Google Plus Cover Photo Design aap kar sakte hai. Yaha tak aap Microsoft PowerPoint Jaise PPT presentation bhi Design kar sakte hai.
Yah ek Free Online Tools hai. Jisme apko Bus apne Facebook, Google Account se Login karna hai. Aur uske bad aap kuch bhi Design kar sakte hai.
Feature of Canva Online Tools:
- Agar aap apne Design me apka Koi Image Lagana chahate hai. Toh aap apne Computer se Image Upload karke. Design me Insert kar sakte hai.
- Canva me apko karib 10,000 Element (Icon, Frame, Shape, Line, Chart, emoji, Effects) milenge.
- Isme aap Text bhi Design kar sakte hai. Apke Computer me save sare Font ka aap use kar sakte hai.
- Canva me apko Facebook, Ppt, twitter, Google, Youtube ke Cover Image ka Template milega. Bus apko Usme apne Hisab se Image lgana rahega aur text Likhna rahega.
Canva Online Tool ko Open karn ke liye yaha click kare- https://www.canva.com/ t
#2 Onlineocr.net & Newocr.com:
Agar aap kisi bhi PDF Document ko Microsoft Word me Covert karna chahte hai. Toh apke Liye Onlineocr sabse Best Online Tools hai. Onlineocr se aap kisi bhi PDF Document, PDF Image ko Word aur Exel me Convert kar sakte hai. Aur apne PDF ko Edit karke fir se PDF me Save kar sakte hai.
Onlineocr Online Tool ko Open karn ke liye yaha click kare- http://www.onlineocr.net/
Kisi bhi JPEG,JPG,PNG,GIF,BMP as well TIFF images. Ko aap Newocr Online Tools ki help se Direct Text me Conver kar sakte hai. Aur aap us Image ko Edit kar sakte hai.
Newocr Online Tool ko Open karn ke liye yaha click kare-http://www.newocr.com/
#3 Online-convert.com & Media.io:
Dosto agar aapke pass koi aise Video hai. Jo apke Smartphone ya Laptop me Support nahi kar rah hai. Toh aap Online-convert ka use karke. Aaap us Video ko Kisi Bhi Compatible Format me Covert kar sakte hai. Iske sath Online-convert me apko 3 aur Extra feature milte hai. Ebook Converter, Image Converter aur Hash Generator.
Mai apko Kuch aise Video Format ke nam bta deta hu. Jisme aap Online-Covert ka Use karke Video Convert kar sakte hai.
- Xbox 360
- wii
- PSP
- PS3
- Mp4
- 3gp
- iPod
- iPhone
- iPad
- Android
- Blackberry
- MOV
- MKV
- FLV
- AVI
- 3G2
- OGG
Online-convert Tool ko Open karn ke liye yaha click kare- http://www.online-convert.com/
Agar apke pass koi aisa Audio Format music hai. Jo apke Phone ya Video Editing Software me Support nahi kar raha hai. Toh aap Media.io Online Tools ke use karke. Aap us Audio ko Mp3 me Covert kar sakte hai.
Media.io Online Tool ko Open karn ke liye yaha click kare- http://media.io/
#4 Fotor.com (Online Photo Editing):
Friends Photo Editing ke liye sabse Best Photoshop hai. But Photoshop se har koi Photo Edit nahi kar sakta hai. As well as Computer ke liye Photoshop jaise aur Koi Software nahi milta hai. But agar aap Online Photo Editing karna chahte hai. Toh apko Photoshop ke jaise Photo Editing karne wala Tools mil sakta hai.
Fotor se aap koi bhi Photoshop jaisa Photo Editing kar sakte hai. Mai apko Fotor Photo Editing Online Tools ke kuch Feature ke bare me bta deta hu.
- Photo Collage Making
- Unlimited Photo Effect
- Unlimited Frame
- Background Bluer Tool
- Change Background Image
- Transition Effect
- 5000+ Color Effect
Fotor Online Tool ko Open karne karne ke Liye yaha click kare- http://www.fotor.com/
Conclusion:
Friends Agar aap Online Tools ka use karnte hai. Toh apke Computer me jayda Unwanted Software nahi Install karne padate. Jisse apke Computer ka Performance Increase hota hai. Suppose agar apko koi Ppt banaa hai toh aap pahle 2GB ka Microsoft Office Download karo. Uske bad uska Crack Download karo fir Ppt bnao.
But agar apko Online Ppt maker Tools ke bare me pta ho. Toh apko 2GB internet ka Use nahi karna padega. As well as ab sab kuch Advance ho rha hai. Ab har Software apko Direct Cloud se Install karne padte hai. Toh aise me apke pass Online Tools ke bare me janakri rahi chahiye.
उम्मीद है ये पोस्ट आपको पसंद आया होगा और आपके लिए हेल्पफुल रहा होगा | अगर आपके पास इस पोस्ट के बारे में कोई विचार या सुझाव है | तो कृपया आप हमें कमेंट करे |
TechYukti ब्लॉग पर आने के लिए आपका धन्यवाद