Blog par contact form ka use karke visitors email karke apne problems ko btate hain. Lekin aaj ke youth ko email karna ek boring kaam lagta hai. Kyuki unko messengers ki habit ho gyi hai Jaise Facebook Messenger, WhatsApp Messenger etc.
Toh agar aap apne blog me Facebook page ke like box ke sath agar aap Message button bhi laga dete hain toh aapke readers ka interest aur badh jayega. Kyuki wo ab aasani se aapko message bhej sakenge. Unko baar baar gmail me jaan aur login karke email karne se chutkara mil jayega.
DEMO:
DEMO:
Chaliye dekhte hain ki Blog me Facebook Message Button Kaise Lagate hain.
Facebook Message Button Kaise Lagaye Blog Par:-
Mai aapko step by step detail me batat hun kaise aap facebook message button ko apne blog par add karenge ki koi bhi visitor aapko directly blog se hi message kar dega.
Step#1: Sbse phle Blogger ke Dashboard me jaye.
Step#3. Agar aapne apne Blog par phle se hi Facebook Fan page like box ka widget lagaya hua hai toh aap ussi widget me iss niche diye code ko paste kar dijiye.
Code:
Code:
Aur ha dhyan rhe ki aap “Profile URL” ke jagah par aap apne Facebook page ka url dale.
और अगर पहले से आपने नहीं लगाया है तो
Step#3: Aap “Add a Widget” par click karke ek HTML/Javascript wali widget ko select kijiye aur usme iss code ko paste kar dijiye . Fir save button par click kar dijiye.
Step#4. Ab apne blog ko refresh kijiye. Aapka Facebook message button ready hai.
दोस्तों ! यह बहुत ही आसान तरीका है अपने ब्लॉग में फेसबुक का मेसेज बटन ऐड करने का. अगर आपको कोई भी प्रॉब्लम होती है तो आप फेसबुक पर मेसेज करके पूछ सकते हैं या फिर नीचे कमेंट करके. और हाँ अगर आपने हमारा फेसबुक पेज लाइक नहीं किया है तो कृपया लाइक करना न भूले :-
बने रहिये Techyukti के साथ जहाँ आपको daily एक बढ़िया और फ्रेश Tech पोस्ट मिलेगी.