Google Pixel and Pixel XL Smartphone Full Specification and Features Hindi me
Hi Friends, Aaj mai apko duniya ke sabse Best Company ke sabse Best Smartphone ke bare me batane wala. Jiske bare me Sunkar aap Apple iPhone 7 ko bhul jayenge. Google ke Google Pixel and Pixel XL Smartphone me apko aise-aise Feature aur Specification milenge. Jinke bare me apne kabhi kisi aur phone me nahi dekha hoga.
Abhi tak aap keval iske bare me sunate aa rahe honge ki Google Pixel and Pixel XL Launch hone wala hai. But Google Best Smartphones aaj launch ho gay hai. Sabse pahle mai apko Google Pixel aur Pixel XL ke sabse khash feature ke bare me batata hu. Jinke bare me apne kisi aur Phone me nahi dekha hoga.
Unique Feature Of Google Pixel and Pixel XL:
Dosto Google ke in dono Smartphone Google Pixel and Google Pixel XL me kuch aise Feature hai. Jinko sayad aap aaj ke Date me kisi aur Smartphone me nahi milega. mere Hisab se aage bhi apko ye Feature kisi aur Smartphone me nahi milenge.
Google Assistant:
Google Assistant App ke bare me agar narmal bhasha me kahe to ye “अलादीन का चिराग “ hai. Aap is App me jo Search karenge wo apke samne hoga. Agar aap apne Phone me Google Allo Messenger Install kiye honge to apko is App ke bare me pta hoga . Agar mai apko apne Experience se batau to mai ghanto Google Assistant ke sath akele rah sakta hu.
Google ne is App me 4 aur Extra Feature Include kar diya hai. Yani aap apne phone me kahi jane ki jarurat nahi but aap Google Assistant ko ON karo aur Chahe type karo ya Bolo. Sab kuch apke samne hoga.
Get Answer: Agar apko kisi bhi Cheez ka matlab, Definition ya uske bare me pta karna hai. To bus Google Assistant me uska nam Type kare. uske bare me sari jankari apke samne hogi.
Manage Every Day Task: Ab apko kahi se Alarm ya Reminder set karne ki jarurat nahi padega. Bus apko apne Google Assistant ko bolna hai “Remind” aur “Time”. Aap jis Time ko Remind bol denge apka Phone apne aap utne samay bajane lagega.
Find Photo Faster: Agar apko Koi bhi Picture open karna hai. To bus apko uska nam Type karna padega apke Picture open ho jayenge.
Translate On The Go: Abhi tak aap translation ke liye app Download karte the aur usme sayad sahi se translate bhi nahi hota tha. But Google Assistant me aisa nahi. Aap jaise hi kise word ka translation puchenge apke samne Exact answer open hoker aa jayega.
Asaan Se bhi Asaan:
Is Feature ka jaise nam hai waisa hi iska kam hai. Abhi tak aap keval apne Smartphone ko USB Cable ke Through PC se Connect karte the. But ab aap apne Google Pixel aur Google Pixel XL ko Kisi bhi iPhone ya Android Device se Direct Quick Cable Adopter se Connect kar sakte hai aur Data Transfer kar sakte hai.
Google Pixel And Google Pixel XL Full Specification:
Google ke dono Smartphone ka Specification lagbgah same hai. Bus inke Display Size aur Battery me kuch Difference hai.
Google Pixel Display Size:
- 5.0″ inch , Full HD (FHD) AMOLED at ~441 ppi (pixel per inch).
- 2.5D Corning Gorilla Glass 5 with >75% Active Area
Google pixel XL Display Size:
- 5.5″ inch ,2K(QHD) AMOLED at ~534 ppi (pixel per inch).
- 2.5D Corning Gorilla Glass 5 with >75% Active Area
Google Pixel Battery:
- 27,70 mAh
- Standby (LTE): maximum 19 Day
- Internet Use Wifi and LTE: 13 hour
- Fast Charge: 7 Hour ke Liye 15 minute me charge.
Google Pixel XL Battery:
- 34,50mAh
- Standby (LTE): maximum 23 Day
- Internet Use Wifi and LTE: 14 Hour
- Fast Charge: 7 Hour ke Liye 15 minute me charge.
*Ab apko neeche jitne bhi Specification milenge wo sare Specification Google Pixel aur Google Pixel XL ke liye same rahenge.
Design:
Google ke dono Smartphone me apko “Unibody Metal” ka Design milega aur uske sath apko “Glass Supervisor with Corning Gorilla Glass 4” ka Coating milega. jisse dono phone Apple ke phone se kahi jayada chamkdar lagenge aur inper Scratch bhi nahi ayenge.
Memory And Storage:
Google ke dono Smartphone Google Pixel aur Pixel XL me apko “4GB LPDDR4 RAM” milega. And ye dono phone 2 Storage me milenge 32GB aur 128Gb. Jinhe aap SD Card ke 256Gb tak bda sakte hai.
Processor and OS:
Google ke Dono Smartphone me apko abhi tak ka sabse Best Processor Snapdragon 821,MSM8996 pro AB Quad Core 2+2 kryo 2.15GHz/1.5GHz milega. Iske sath apko sabse latest Version ka Android OS v7.0.0 Nougat bhi milega.
Cameras:
main Camera (Rear Camera): 12.3MP IMX378 (Low Light me bhi HD Quality ka Image le sakte hai), PDAF+LDAF (Phase Detection Auto Focus + Laser Detection Auto Focus) , 1.55µm (Pixel size), f/2.0 Aperture ( Large background me photo lene ke liye) .
Front Camera: 8MP IMX378 (Low Light me bhi HD Quality ka Image le sakte hai), 1.4µm (Pixel size),f/2.5 Aperture ( Large background me photo lene ke liye / Abhi tak kisi phone me itma Large aperture angle nahi aaya hai) .
Video Play and Recording Quality:
Recording Quality: 1080p @ 30fps, 60fps, 120fps720p @ 30fps, 60fps, 240fps,4K @ 30fps.
Video Play Quality: 1080p @ 30fps, 60fps, 120fps720p @ 30fps, 60fps, 240fps,4K @ 30fps.
Sensors:
- Proximity/ALS
- Accelerometer / Gyrometer
- Magnetometer
- Pixel Imprint – Back-mounted fingerprint sensor for fast unlocking
- Barometer
- Hall sensor
- Sensor Hub: CHRE V2 with GPS/Wi-Fi/BT
- Advanced x-axis haptics for sharper / defined response
Ports:
- USB Type-C
- USB 3.0
- 3.5mm Audio jack
Connectivity:
- WiFi 802.11 a/b/g/n/ac 2×2 MIMO
-
BT 4.2NFCSupports up to CAT 11 (600Mbps DL / 75Mbps UL) depending upon carrier.
दोस्तों Google के दोनों smartphone Google Pixel और Pixel XL का Price iPhone 7 से जितना कम है | उससे कही iphone 7 से अच्छे Features है Google के दोनों Smartphone में |
अगर अब आपको कोई Smartphone लेना है जिसमे Brand भी और Quality भी हो तो आपको Google Pixel से अच्छा क्या मिलेगा | न ही कोई Google जैसे Brand है और न ही Google Pixel जैसा phone.
उम्मीद है ये पोस्ट आपको पसंद आया होगा | इस पोस्ट के बारे में अगर आपके पास कोई विचार या सुझाव है तो आप हमें कमेंट जरुर करे |
TechYukti ब्लॉग में आने के लिए आपका धन्यवाद