Hi Friends, Kya apko Reliance Jio Home Delivery Service ke bare me pta hai?. Agar apko Reliance Jio SIM ke Home Delivery ke bare me sahi janakari nahi hai. Toh aap Is Post ko Pura padhe Kyoki mai is Post me batane wala hu. Ki Reliance Jio Home Delivery Kaise Karna hai. As well as Reliance Jio SIM apko kab tak apke Ghar par milene lagega.
Reliance Jio ne ye Announcement kiya hai. Reliance Jio SIM November Last tak home delivery se milene lagega. Toh agar apko abhi tak Reliance Jio SIM lene me Problem ho raha tha. Toh ab apko Pareshan hone ke Ki jarurat nahi hai.
- Reliance Jio SIM Par Free Caller Tune Kaise Set Kare
But Ye baat dhayan de Reliance Jio Home Delivery keval Jio Official website se milega. Aise me agar apke koi Aisa news aaye. Ki Jio SIM Flipkart, Snapdeal as well as Amazon par mil raha hai. Toh aap samjh le wo sare News Fake hai. Kyoki Reliance ne Clear taur par ye news diya hai. Ki Reliance Jio Home Delivery keval jio official Site se hi hoga.
- Reliance Jio VoLTE Hack | Bina Internet Ke Call Kare
How to get Reliance jio Home Delivery Offer:
Friends abhi tak Reliance Jio ke 24 Million Subscriber ho gaye hai. Jo ki apne aap me ek record hai but sare Subscriber Reliace jio ke Service Se Pareshan hai. Kyoki Reliance Jio SIM ka Unlimited Internet Data toh accha chalata hai. But Reliance Jio SIM ka Unlimited Voice Call bahut Problem create karta hai. Agar aap 10 bar Dail karte hai. Toh ye 9 bar apko Call Failure ka Notification deta hai.
- Reliance Jio SIM के सभी Problem और उनके Solutions
Shayad Reliance Jio apne Unlimited Calling Problem ko door karne ke liye. Reliance Jio Welcome Offer ko Extend karke March 2017 tak kar de. But Iske bare me abhi tak koi Clear news nahi hai.
Abhi tak apko Reliance Jio SIM lene ke liye. Early morning Reliance Digital Store jaker Line me lagna hota tha. Jaise aaj kal Log Bank se paise Nilane ke liye Line me Lag rahe hai. But Line me lagne ke bad bhi apko Jio SIM nahi milta. Isliye Reliance Jio ne Home Delivery Plan Start kiya.
Reliance Jio Home Delivery Plan me apko bus apne Smartphone me “MyJio” App install karna hoga. Aur Welcome Offer “Barcode” generate karne hoga. Bus uske bad aap neeche Diye gaye Step ko Follow karke. Reliance Jio Home Delivery Offer ke Register Ho sakte hai.
- Reliance Jio Ke Sabhi App ka Use Kaise Kare
Step 1:
Sabse pahle apko Reliance Jio Official Website www.jio.com par jaker Login karna hoga.
- Reliance JIO SIM Network Ke Pros & Cons | MNP Karna Chahiye Ya Nahi
Step 2:
Reliance Jio Service me Login karne ke bad. Apko is Link par click karke Reliance Jio home Delivery ke Register karna hoga.
Step 3:
Agar apka Register Successfully ho jayega. Toh apko jab bhi ye plan Start hoga sabse pahle apko Reliance jio SIM Home Delivery me milega. Iske Liye Reliance Digital Store se ek taem ayegi jo apke Adhaar Card ka verification. As well as eKYC ke Service ko pura karke. Apko Jio SIM apke ghar par de jayegi.
- Reliance Jio SIM ko 3G Phone Me Kaise Use Kare
Conclusion:
- Jio Bar Code Generate Karne के लिए Download Kare MyJio Old Version App
Dosto Reliance Jio Home Delivery Service ko sabse pahle Kuch bade Cities me test kiya ja rha hai. Agar ye Plan Success raha. Toh ho sakta hai jaldi hi Reliance Jio Home Delivery Service ka fayada. Hum sabhi uta paye. Iske sath Reliance Jio ne apne recharge plan me Bhi bahut change kiya hai.
- Reliance Jio SIM Free me Kaise Paye Bina Number Change Kiye | MNP
Ab agar Reliance Jio Welcome Offer 3 Dec 2016 ko khatam ho jata hai. Toh aapko 19 Rupee me 100MB 4G data aur 1 din ke Liye Unlimited Local/ STD Calling ka Offer milega. Jo ki abhi tak ka sabse Cheapest tariff Plan hai.
- Reliance JIO Sim se Judi 10 Important Baate
उम्मीद है ये पोस्ट आपको पसंद आया हो | इस पोस्ट के बारे में अगर आपके पास कोई सुझाव या विचार हो तो आप हमे कमेंट जरुर करे |
Techyukti ब्लॉग पर आने के लिए आपका धन्यवाद