Toh agar aapko bhi ye buttons ache lage aur aap bhi apne Blog ya Website par iss Floating Sharing Buttons ko Lagana chahte hain to iss post me bataye gaye steps ko follow kijiye.
Floating Sharing Button Lagane Ke Fayde:
Iss button ko lagane se phle hume iske fayde ke bare me bhi janna chahiye.
- Easy Sharing
- Attractive Look
- Responsive
- No effect on page loading time
Yah method WordPress aur Bloggerdono ke liye hai.
How to Add Floating Sharing Button on Your Blog:
Step#1. Sabse pahle friends aapko iss link Sumo Signup par jana hoga.
Step#2. Uske baad aap ko apni Blog or Website ka URL paste kare aur fir Get it Free Button par click kare.
Step#3. Friends ab aa SignUp karne ke liye aapko sabse pahle apne blog ka URL uske bad apna Email Address aur fir New password dal ker SignUp Complete kare.
Step#4. Jab aap sign in ho jaye tab aapko ek Window open hoker aayega usme aapke Website ka nam aur neeche ek box me script code likha hoga , use aap Copy kar le.
Step#5. Ab aap Blogger ya WordPress ke Dashboard ko open kijiye aur fir apne blog ke HTML code par jaye aur copy kiye huye code ko “head” ke niche paste kar dijiye.
Step#6. Iske baad aako ko apna Blog open karna hai aur apke blog ke Left side me Ek Blue Color ka button dikhega . Apko us Button ke sabse upper diye gaye button par click karna hogo jo Sumo ka logo hoga.
Step#7. Ab Sign in ka option aayega ,usme aap apna Email Id aur Sumo ka password Enter karna hoga fir aap Sumo ke Dashboad me enter kar jayenge.
Step#9. Iske baad aap Share wale button par click karenge toh aapko Package choose karne ke liye kaha jayega. Aap free wala option choose kar lijiye.
Step#10. Aapko jo bhi Sharing wali button lagani hai aap usko laga sakte ho. Fir save button par click karke usko update kar lijiye.
Iske baad aap apne blog ko fir se open kijiye. Aapko left side me Floating Sharing button wo bhi counter ke sath laga hua milega.
- Popup Email Subscriptions Box Kaise Lagaye Blogger me