New Game For Android & Latest Android App
New Game for Android Or Android Video Game Download karna chahte hai. Ya fir 2016 ke sabse Best Android App ya News App Download karna chahate hai. To aap sahi jagah hai, Kyoki aaj mai Google Play Store ke 2016 ke sabse acche Game Aur Apps Ke bare me banate wala hu. In sabhi Apps aur game ko 2016 ka sabse Best App Select kiya gaya hai aur Inka User Review bhi auro ki tulana me bahut accha rha hai.
Google Play Store Best Android App 2016:
Google Play Store ne jis App ko Best App of the Year ka Award diya hai. Shayad us App ko ham sab jnate hai. As well as pure duniya shayad hi aisa ki Android User ho. Jisne us App ka Use na kiya ho aur us App ke Liye sabne Positive Review na diya ho. Toh chaliye dekhate hai. Android ke kis App ko Google ki Taraf se Best App 2016 ka award mila.
#App Of The Year 2016:
“Prisma Photo Editing App” ko Google Play Store ki traf se App of the Year ka award mila. Yah ek aisa App hai. Jo Pahle iPhone User ke liye launch huya. Uske bad Android User ke liye. But one Week ke ander Prisma ke Itne Android User ho gaye. Jo ki iPhone user ke double the. Prisma ek best Photo Editing App hai. Prisma ko Google Play Store se karib 5 Million logo ne Download kiya hai.
Agar aapne abhi tak Prisma App ka Use nahi kiya hai. Toh aap ise Google Play Store se Download kar sakte hai. As well as jab aap Is App ko use karnege. Toh apko samjh me aa jayega ki ies App ko Best App 2016 ka Award kyo mila.
#Best App “Made in India” :
Google Play Store par Indian dwara banaye gaye kuch app aise hai. Jinhe Play Store ne Best App Of India 2016 ke Categories me rakha hai. Ye sare App India me Bahut Famous hai As well as logo ko Inke Feature baut pasand aate hai. Best Online Android App Builder Tool 2016 | Coding & Without Coding
- Indian Rail Train PNR
- Recipe Book
- HealthifyMe Weight
- Myntra Online Shopping
- Hello English: Learn English Online
#Most Innovative App 2016:
Friends Google Play Store ne Top 5 Android App ko Most Innovative App 2016 ka award diya. Ye Aise App hai jinke Creativity , Design, Feature User ko bahut pasand aaye. Aur sab Top 5 App ko user ki taraf se bahut se Positive Review mile. Android Phone Screen Ko PC Me Record aur Operate Kaise kare Without Root
- Contacts Phone Dialer
- AmpMe : Social Music Party
- PowerDirector Video Editor
- ShareTheMeal
- Recipe Book
#Most Entertaining App 2016:
Play Store ke pass kuch App aise hai. Jinhone User ko bahut Entertain kiya. Unme se ek ka MSQRD hai. Jo face Swap ke liye use hota hai. Aur aap is App ke use Kisi bhi Celebrity ka Face apne face par lagaker. Video Bana sakte hai. Isi tarah kuch aur App hai. Jinhe Most Entertaining App 2016 ka award mila. Best Live Face Swap Android App | Bollywood Hollywood Celebrity Face
Google Play Store Best Android Game 2016:
Friends Google Play Store ne Best Game 2016 unke Performance, Review, Downloading. As well as Game Creativity ke hisab se Best Game the Year 2016 ka award diya. Shayad is List me apka pasand aane wala Game bhi Ho sakte hai. Toh chaliye dekhate hai.
#Best Game of The Year 2016:
“Clash Royale” game ko Game of The Year ka award mila. Clash Royale ek Action Game hai. Jo Head to Head war par based hai. As well as dual Player Supported Game hai. Aap Clash Royale Game ko ek din me Over nahi kar sakte hai. Kyoki ye Long Tine aur Mission based game hai. Jisme apko bahut se Attack, Mission karna hota. As well as jab aap Clash Royale Game me Loging hote ho. Toh aap World level is Game Community se jud jate ho.
#Most Competitive Game 2016:
Google Play Store par Top 5 aise game hai. Jinhone Game Of The Year ke liye Clash Royale ko sabse jayada Competition diye. Is Liye in sare Game ko Google Play Store ne Best Competitive Game 2016 ka award diya.
- DC Legends
- Sultan: the game
- Modern Strike Online
- Worlds Cricket Champion
- Dream League Soccer
#Most Innovative Game 2016:
Google Play Store par kuch aise Game hai. Jinka Idea, Creativity, Equipment, Design, Mission. User ko sabse Unique aur best laga. Aur In sare Game ko Google Play Store apr sabse jayada Positive Review mile.
#Top Trending Game 2016:
Google Play Store ne Top 5 aise Game ko Categories kiya hai. Jinhe Google Play Store par sabse jayada Search kiya jata hai. As well as aaj kal inhe sabse jayada Download Kiya jata hai. Isliye In Top 5 Game ko Top Trending Game 2016 ka award mila.
- Train Simulator
- Sultan: the Game
- Traffic Rider
- Talking Tom Gold Run
- Grand Gangsters 3D
Conclusion:
Dosto Agar apko Koi Game ya App use karna ho. Jo Google play Store par sabse Best ho. Toh aap Inme se koi bhi Game ya App use kar sakte hai. Ye sare Android App aur Game 2016 ke sabse best App aur Game hai. As well as aap jab bhi Koi game ya App Google Play Store se Download kare. Toh uske performance ke hisab se aap uska review google play store par jarur de. Kyoki hamare aur apke review ki wajah se hi Google Android best Game aur best of the year select karta hai.
उम्मीद है ये पोस्ट आपको पसंद आया होगा | और आपके लिए हेल्पफुल रहा होगा | अगर आपके पास इस पोस्ट के बारे में कोई सुझाव या विचार है | तो आप हमें कमेंट जरुर करे |
TechYukti ब्लॉग पर आने के लिए आपका धन्यवाद