Hi Friends, Aaj tak apne Messaging ke WhatsApp, Hike Jaise Messenger ka use karte rahe honge. But ab aisa nahi hoga Kyoki ab aa gya hai Google ka Best Messaging Google Allo App. Abhi kuch din pahle hi google ne HD Video calling ke liye apna Naya App Launch kiya tha Google Duo.
Related: Download HD Video Calling App: Google Duo
Google Allo me ke bahut hi Interesting aur Unique Feature hai Smart Reply. Smart Reply basically Artificial Intelligence pas kam karta hai. ye apke Mood ke hisab se Reply karne ke Suggest karta hai.
Example ke taur par agar apka koi Dost Mssage kiya “Kya aaj hum kahi Ghoomne ja sakte hai” . Aap jaise hi is Message ko read karenge ke samne kuch Suggestion apke mood ke hisab se aajayenge.
Google Allo me aise bahut se behatrin feature hai jinke bare me aaj mai apko batane wala hu. And sath me ye bhi batuanga ki aap ise kaise Download karke Use karnege.
Google Allo App Ke features:
Dost mai apko Google Allo App ke kuch aise Feature ke bare me batane ja rha hu, Jo aur Kisi Messaging app me apko Nahi melega.
Shout Or Whisper:
Ab apko Font Size Change karne ke liye bar-bar Smartphone Keyboard ka use nahi karna hai. Bus aap Simple Text Type kariye aur baliye “Louder”, apke Message ka Font Size large aur Bold ho jayega. Isi tarah agar app “Quieter” bol kar bhi Font case Change kar sakte hai.
Google Personal Assistant:
Google Personal Assistant ka use karke aap Self Chat kar sakte hai. @google se kuch bhi search kar sakte ha. Direct Web par ja sakte hai.
Incognito Mode:
Agar aap Koi Personal ya Important Information Send karna chahte hai to us Information ko Hacking se bachane ke liye aao Incognito Mode ka use kar sakte hai. Incognito mode me apka massage puri tarah se Encrypt ho jayega aur use keval wahi pah sakta hai. jise aap Send kar rahe hai.
Smart Reply:
Smart Reply ke bare me mai apko uper bta chuka hu . Ye Artificial Intelligence par kam karta hai. Smart Reply se aap apna Time bacha sakete hai.
Example ke taur aap ek Professional Employee hai aur Meeting me baithe hai, Apki Biwi jo bahut Gusse wali hai wo message akr rahi hai “Aaj raat ko Mujhe movie dikhane le chaloge”. But aap Meeting me hai to Typing to kar nahi sakte aur agar message nahi kiya to apki Lag jayegi, is case me aap Smart Reply ka use karke Message ar sakte hai.
Ink:
Ink Feature apke Photo ko Special bna dega kyoki har kisi ki iccha hoti hai. uska Photo Google Doodle ke sath dikhe agar aap Ink Feature ka use karte hai to aao apne Friends ko apni Photo Google Doodle ke sath send kar sakte hai.
Sticker:
Aap kis tarah ke Sticker chahte hai. Google Allo App me apko Duniya ke sare Sticker milegne aur sath bahut se Sticker banane wale Editor bhi milenge. jiska use aap Independent Sticker banane ke liey kar sakte hai.
Google Allo App Ko Install Kaise Kare:
Google Allo App aap simply sabhi Common Appki tarag Google Play Store se Download kar sakte hai. Ya agar aap abhi chahte hai ise Download karna to aap neeche diye gaye Link par click karke Download kar sakte hai.
Download Google-Allo App
Google Allo Me account banane ke liye bus apka Mobile Number chahiye hota hai. Bus aur sare kam jaise ki Account Name , Profile picture ye sab WhatsApp ki tarah hi hai.
Google Allo Vs WhatsApp:
Agara mere se ye poccha jaye ki WhatsApp aur Google Allo me kaun best Messaging App hai to turant jawab dunga Google Allo. Kyoki iske bahut se reason hai jo Google Allo ko WhatsApp se best bante hai.
Google Allo App aur WhatsApp me sabse bda difference hai. Security Allo App ko koi kabhi Hack nahi kar sakta hai but WhatsApp ko Hack Kiya ja sakta hai.
Related: WhatsApp Koi Kaise hack Kare
WhatsApp me apko Neeche diya gya koi bhi Feature nahi milega aur kabhi in sab feature ka WhatsApp me Update aayega bhi nahi.
- INCOGNITO MODE
- INK
- SMART REPLY
WhatsApp me apko Secure Messaging ka Feature nahi milega . jab ki Google Allo App me apko Secure Messaging ka Feature milta hai.
दोस्तों उम्मीद है ये पोस्ट आपको पसंद आया होगा. क्योकि ये आपके लिए स्पेशल पोस्ट है क्योकि गूगल Allo App एक बारे इनस्टॉल कर लेंगे तो आप WhatsApp, Hike, Wiber जैसे Messenger को भूल जाओगे.
अगर आपको इस पोस्ट में कोई प्रॉब्लम है या इस पोस्ट के बारे में आपके पास कोई विचार है तो आप हमें कमेंट करे.
धन्यवाद