How to Download & Install Prisma Apk in Android [Hindi]:-
Hi Friends! Abhi haal hi me PRISMA naam ka App iPhones ke liye launch hua tha. Jisme bahut hi attractive- attractive Filters hain. Jiski help se aap apne Photos ko alag alag dhansu look de sakte hain.
Jaisa ki yah app sirf iPhone users ke liye hi tha. Aur sirf iss app ko use karne ke liye bahut se logo ne iPhone tak kharid liya.
Dekhte hi dekhte yah PRISMA appbahut hi jyada viral ho gya hai. Ab isko Android User bhi install karke use karna chahte hain. Lekin yah abhi Play Store par available nahi hai.
- Android Phone se DSLR jaisi Pic Kaise Click Kare
Iss post me mai aapko bataunga ki Kaise aap apne Android Phone me PRISMA App install karenge. Toh chaliye dekhte hain.
How to install PRISMA app in Android:-
#1. Sbse phle aap iss link par jayiye :
Goto This link:- Download Link
#2. Ab iss PRISMA Apk ko Download karke apne Phone me install kar lijiye.
#3. Ab install karne ke baad aap chahe toh Photo click karke filter apply kar sakte hain ya apne phone ke gallery me jakar install kar sakte hain.
Aapko bata de ki abhi yah version iss App ka Beta version hai toh kabhi kabhi Crash kar sakta hain. Kuch dino me yah app Playstore par bhi available ho jayegi. Toh aap isko upgrade bhi kar sakte hain.
- Read Also: Top 5 Photo Editing Apps for Android Phone[Hindi]
- Photo se Background Kaise Remove Kare
- Top 3 Video Editing Apps For Android