Blog Ke Per Article Ki Earnings Kaise Check Kare | How to Check AdSense Report of Per Article in Hindi:-
Hi Superstars ( Bloggers) , Aapne kabhi ye janne ki koshish kari hai ki Blog ke sabhi post ka individual earnings kaise check kare. Agar haa aur aapko Internet par koi jankari nahi mil payi ho toh aap bilkul hi sahi jagah aaye hain. Kyuki iss post me mai aapko bataunga ki aap kaise apne per post ki earnings check kar sakte hain.
Iske liye aapko sbse phle apne Google AdSense Account ko Google Analytics se jodna hoga. Aur mujhe ummeed hai ki aapne phle se dono account ko link kar rakha hoga.
How to Check AdSense Report of Individual Articles :
Toh Dosto chaliye mai aapko step by step batata hun ki kaise aap apne individual post ki earning dekh sakte hain. Uske liye aapko niche diye gye steps ko follow karne padenge.
- AdSense Page Level Ads Se Revenue (Earnings) Kaise Badhaye
Step#1: Sbse pahle aap apne Google Analytics account Me Sign in Kare.
Step#2. Fir apne Blog ke “All Website Data” par click kare.
Step#3. Ab Upar ke tab se “Reporting” Tab par click kare.
Step#4. Fir aapko Right me kuch options dikhenge. Jisme aapko “Behavior” Par click karna hai.
Step#5. Jaise hi aap “Behavior” par click karte hain aapko usme kuch options dikhte hain. Ab aapko “Publisher” par click karna hai.
Step#6. Publisher me aapko “overview” par click karte hi aapko individual posts ki earnings dikh jayegi.
इस रिपोर्ट में हम क्या क्या देख सकते हैं:-
#1. AdSense Overview:
इसमें हम Adense से टोटल earning देख सकते हैं. इसमें कितने monetize page-views है वो भी देख सकते हैं.
#2. AdSense Pages :
आप यह पता लगा सकते हैं की किस पेज से ज्यादा revenue मिल रहा है. उसका RPM कितना है.
#3. AdSense Referrals :
इस category में आप यह पता लगा सकते हैं की आपके पेज पर सबसे ज्यादा रेफेर करने वाले कौन कौन सी वेबसाइट हैं.
तो दोस्तों बड़े ही आसानी से आप पता लगा सकते हैं की टॉप 10 पोस्ट पर कितनी Earnings हुयी है. और साथ साथ आप यह भी देख सकते हैं की आप को कितने views पर कितने क्लिक्स आये किसी भी पोस्ट पर.
उम्मीद है की यह पोस्ट आपको पसंद आया होगा. प्लीज इस पोस्ट को अपने दूसरे ब्लॉगर दोस्तों के साथ शेयर करे. और कमेंट में जरुर बताये कि आपको इस पोस्ट की कितनी आवश्यकता थी.