Hi Friends, Ab apko Android Phone, Internet, AdSense se related kisi bhi Pareshani ke liye kahi aur jane ki jaurat hai hai. Kyoki ab apka apna TechYukti Blog apko YouTube par bhi Milega. Jaha se aap har Post ka Visual tarika sikh sakte hai aur unke bare me acche se samjh sakte hai.
TechYukti Blog ka YouTube par jane ka sabse bada reason hai apko logo Android Tricks , Tips aur Latest Technology se related sabhi jankari ko Hindi me acche se Samjhana .
Example ke taur par agar hamne TechYukti par kisi Tricks ka Post likha. But hamare bahut readers ko us post ko samjhane me pareshani hoti hai. Ya bahut se Logo ko Proof chahiye hota hai Ki ye Tricks kam kar raha hai ya nahi.
Is Liye hamne soch ki agar hum us Post ke sath us Tricks ka Video bhi bna de. To apko acche se samajh aa jayega aur apko us Tricks ka Proof bhi mil jayega. Ab aaj ke bad apko TechYukti ke Lagbhag sabhi Post par apko Post ka Video bhi Milega.
Ek YouTube Channel Ko Dusare Channel Par Move Kaise Kare:
Dosto Maine Jo TechYukti YouTube channel banaya hai. wo pahle YouTube par “Ek Number: Tips & Tricks” ke nam se tha.
Agar aap Ye Soch rahe honge ki maine YouTube Channel ko Move kyo kiya. Mujhe to bus Simple sa Channel ka nam change kar dena chahiye tha.
But Dosto agar mai keval Channel ka nam Change karke “TechYukti” kar deta. To Channel ka Address aur Link “Ek Number Channel” ke nam Se hi rahta. Jo bad me hamare liye baht pareshani create kar deta.
Agar apko bhi Apne YouTube Channel ka Name aur Address Change karna chahte hai. To aap is Trick Ko Step By Step Follow kare
Is Trick Ko Use karne se apke “Subscriber” aur “Views” par koi Effect nahi padega. Apke Channel ke Content pahle jaise hi rahenge bus apke Channel ka Name aur Address Change ho jayega.
- Sabse pahle aap us YouTube Channel ko Open karo Jiska Name aur Address apko Change karna hai.
- Ab apko YouTube Page par Right Hand Side me Upper apke Channel ka Logo dekh rha hoga. Aap use Logo par Mouse ka“Left Button” Click Kar kar de.
- Jaise hi aap YouTube Channel ke Logo par click karenge. Apke samne apke channel ka nam, Total Subscriber aur 2 Option ayenge. Pahla Creator Studio aur just usi ke bagal me apko “Setting” ka Sign mileg wo dusra option hoga.
- Apko Setting ke Sign par Click kark open karna hoga.
- Ab apke samne apke Channel ka “Account Information” open ho jayega. jisme apko apne “Advance” Option par Click Karna hoga.
- Jaise hi aap “Advance” Option par Click kareneg. Advance Option me apko “Move Channel To Brand Account” ka Option milega. Aap wha par click kar de.
Dosto jaise hi aap apna Gmail Account Password enter karke Loging kareng. apke samne “Move YouTube Channel” Open hoker ayega. Jisme apko 2 Option dekhange.
- My Channel (Now)
- My Channel (After)
- अब My Channel (After) me apko “Select Desire page or account” ka option milga. jis par apko Click karna hai.
- Jaise hi aap isper Click karenege. Apke Samne apke sare Channel ke Name aur Google Plus Page ke Name open hoker aa jayenge.
- Jisme apko Jis account ko apna naya Channel bnana hai. usse aap select kar le.
- Iske bad jaise hi aap “OK” Button par Click karnege apka channel Move ho jayega. And agle 24 Hour me apke Channel ke sabhi Link aur Address Sahi se kaam karne lagenge.
दोस्तों उम्मीद है ये पोस्ट आपको पसंद आया होगा और आपके लिए हेल्पफुल रहा होगा. हमें उम्मीद है हमारा YouTube चैनल आपको पसंद आएगा.| अगर आप हमारे YouTube चैनल से जुड़ना चाहते है. | तो आप TechYukti पर दिए गए “सब्सक्राइबर” link पर click करके हमसे YouTube पर जुड़े सकते है|
TechYukti Blog पर आने के लिए आपका धन्यवाद