Reliance Jio SIM Pane ke Download Kare MyJio Old Version App
Hi Friends, Kya apke Phone me MyJio App se Bar Code nahi Generate ho rha hai?. Aaj mai apko ek aisa tricks bataunga jisse aap bahut asani se Bar Code Generate kar sakte hai. And bahut asani se Free me Reliance Jio SIM pa sakte hai. Agar apko Tricks ke bare me pta karne ke liye is post ko Pura padhe.
Related: Reliance Jio Ke Sabhi App ka Use Kaise Kare
MyJio Old Version App Download Karke Bar Code Kaise Generate kare:
- Agar aapke Phone me Bar Code Generate nahi ho rha hai aur agar apko Bar Code Generate karna hai. To iske liye apko sabse pahle Reliance ka MyJio 2.3.05 old Version App Download karna hoga. And is baat ka aap dhyan de ki apke Phone me Auto Update Disable ho.
- Related: Download My Jio 2.3.05 Old Version App
- Ab Aap MyJio ko open karke sare App Install Kar le.
- Jab sare MyJio ke sare App Install ho jaye to aap apne Smartphone ke Mobile Data Ko OFF kar de. aur dhyan se Background me RUN ho rahe sabhi App ko Close kar de. Ab aap apne Phone ko simply Reboot kar de.
- Ab aap apne phone Internet OFF rahen de aur MyJio App ko open kare. Jiase hi aap MyJio App ko Open kareng apke Smane “GET JIO SIM” ka option hoga.
- Ab aap Internet ko ON karke “GET JIO SIM” par click kar de.
- Screen par diye gaye Instruction ko Follow kare aur Jio Code Generate kare. Isme apko Sabse Pahle Preview Offer par click karna hai uske bad, apko sare step ko follow karna hoga.
- Ab apko Code automatically Gallery me save ho jayega aur aap usse laker Reliance Digital Store jaker Reliance Jio SIM le sakte hai.
Related: Kisi SIM ko Reliance Jio Me Kaise MNP PORT Kare.
दोस्तों मैंने इसे सैमसंग के २ -3 phone में try किया है और ये उसमे काम कर रहा है | मै उम्मीद करता हु ये आपके phone में भी काम करेगा | अगर आपको Myjio Old Version डाउनलोड करने या इनस्टॉल करने में कोई प्रॉब्लम हो रहा है तो आप हमें कमेंट जरुर करे |क्योकि हम कोशिश करते है ज्यादा से ज्यादा हेल्प करने की |
धन्यवाद्