Hi Friends, Kya apke Smartphone ki battery jyada Heat kar rahi hai?. Kya apke Phone ka battery backup kam ho gya hai?. Kya apke Android phone ka battery sahi se charge nahi ho rha hai?. Agar aap inme se Koi Problem Face kar rahe hai. As well as agar apko apne Phone ka Battery Life Increase karna hai. Toh aap is Post ko Pura acche se padhe aur samjhe.
Because aaj mai apko Android Phone ke battery ke bare me kuch aise Simple Trick aur Tips bataunga. Jinke Help se aap apne Battery ke Problem ko kam kar sakte hai. Dosto abhi aapne ne jaldi me suna hoga. Samsung ne Battery ke Problem ki wajah se apne latest Smartphone Samsung Galaxy Note 7 ka Production band kar diya.
As well as Samsung ne apne Sare Smartphone ko wapas le liye. Jiske wajah se Samsung ke Insurance Policy ka bhari nuksan huya. Yaha tak Samsung Galaxy Note 7 ka Battery Heat hoker Blast bhi hone lga. Jiske wajah se bahut se log Hospital me pahuch gaye.
Agar aap chahte hai, apke sath aise na ho jaisa Samsung Galaxy Note 7 ke user ke sath huya. Toh aap is post me bataye gaye sabhi Tips aur Trick ko acche se use kare.
Android Phone Battery Life Kaise Increase Kare:
Friends apko Science ki ek baat to yaad hogi. Energy ko kabhi Nast nahi kiya ja sakta. Bus Energy ko ek se dusre Medium me change kiya ja sakta hai. Aise hi kuch hamare Smartphone ke battery ke sath hota hai. Agar apke Smartphone ki battery jyada Heat karti hai. Toh apke Smartphone ka Battery Life kam hoga.
Agar apko apne Phone ke Battery Life ko Increase karna hai. Toh pahle apko apne battery ko Heat hone se bachana hoga. Agar apka Smartphone Android hai toh aap neeche diye gaye App aur Trick ka user karke. Apne Android Phone ke battery ko Heat hone se bacha sakte hai. As well as apke Phone ka Battery Life Increase kar sakte hai.
Agar apko Android Phone ke Developer Mode ke bare me pta hai. Toh apko apne Battery Life ko Increase karne ke liye. As well as Heat se bachane ke liye apko Koi App. Install karne ki Jarurat nahi hai. Bus aap Neeche diye gaye Step ko Follow kare.
Step #1:
Sabse pahle aap apne Android Phone ke “Setting” me jaye. Setting me jaker “Developer Option” par click karke usse open kare.
Step #2:
Agar apke Phone ka Developer Mode OFF hai. Toh aap pahle apne Android Phone ka Developer Mode ON kare.
Step #3:
Developer Mode ko ON karne ke bad. Aap apne Developer Option me ” Transition Animation Scale” par click kare. Jaise hi aap transition Animation Scale par click karenge. Bus aap Scale 0.5x par tick kar de.
Agar aap apne Smartphone me is trick ka use karate hai. Toh apke Smartphone ke battery pahle ki tulna Kam Heat hogi. Jab battery kam heat hogi toh Automatic apke Android phone ka Battery Backup Increase ho jayega.
Android Smartphone ka Battery backup sahi nahi. Toh Aap is App ko Download aur Install kare.
Greenify App ko Install aur Use kaise kare:
Agar apko is Greenify App ko apne Smartphone me Install karna hai. Toh iske liye sabse pahle apko Android Smartphone ko Root karna padega. Ya Agar apka phone pahle se Rooted hai. Toh aap Greenify App ko Download kar sakte hai.
- Jab apke Smartphone me Greenify App Download aur Install ho jaye. Uske bad aap usse Open kare aur “Superuser Access” Option ko Grant kare. Jaise hi aap Grant Option par click karenge. Apke samne ek “Hibernate “ ka Option aap us par click kar de.
- Jaise hi aap Hibernate option par click karnege. Apke samne ek naya Windows Open hoker ayega. Usme se aap “Greenify- Automated Hibernation” option ko Select kare. Ab apkae Smartphone ka Battery backup Increase ho jayega.
Smartphone Battery ke Charging Problem ko Kaise Sahi kare:
Smartphone ke Battery ke sath sabse jayada hone wala Problem hai. Battery sahi se na charge hona. Ya Battery ka keval 10%, 30%, 50% as well as keval 90% tak chage hona. Kya apko pta hai iska main Reason kya hai. Dost Battery kyo sahi se charge nahi hoti ye baat sabko pta hai. But Kyo bhi usper tab tak dhayan nahi deta. Jab tak Uske Battery life me Problem na aane lage.
Agar aap apne Smartphone ke Battery Problem ko sahi karna chahte hai. Toh aap neeche diye gaye Tips ko Follow kare.
- Aap hamesha apne Smartphone ko uske Original Charger Adopter se Charge kare. Because agar apke Phone ki Battery 2500mAh ki hai. Aur aap apne Phone kisi aise Charger Adopter se charge karte hai. Jisme 4100mAh ka battery laga huya hai. Toh aise me apko 1 ya 2 bar bahut maza ayega kyoki apki battery jaldi charge ho jayega. Aur apke Smartphone ka Battery Life Increase ho jayega. But kuch dino bad apke phone me charging Problem aane lagega. Isliye aap hamesha Original Charger Adopter ka hi use kare.
- Mobile ko charge karne ke liye. Kisi aur Smartphone ya Company ke Data Cable ka use na kare. Agar aap aise karte hai toh apke Smartphone ke Charger Pin Damage ho jata hai. Jiske wajah se Phone sahi se charge nahi ho pta hai.
- Agar apke Smartphone ki battery Removable hai. Toh aap uske Battery ko nikal kar doggy charger se charge na kare. Agar aap aise karte hai. Toh apke Smartphone ka Battery Life kam ho jata hai.
- Phone ko Charging me lagaker kabhi usko use na kare. Agar aap aise karte hai toh apke sath 2 Problem ho sakti hai. Pahla agar aapka phone Charging me lga hai. Toh Smartphone ke Blast hone ka chance jyada hota hai. Aise me agar aap apne Smartphone ko Charge me lagaker use karenge toh apki jaan bhi ja sakti hai. Dusra agar aap apne Phone ko Charge me lagaker use karte hai. Toh apke sath ek Problem bahut jyada aane wali hai. Wo hai Phone ka Full Charge na hona.
Conclusion:
दोस्तों अगर आप अपने Smartphone के Battery Life को Increase करना चाहते है | या अपने phone के बैटरी से रिलेटेड किसी भी प्रॉब्लम को सही करना चाहते है | तो आप पोस्ट में दिए गए सारे Trick, App आर Tips का use करे .
उम्मीद है आपको ये पोस्ट पसंद आया होगा | अगर आपको इस पोस्ट में कोई भी प्रॉब्लम हो या इस पोस्ट के बारे में आपके पास कोई भी सुझाव या विचार हो तो आप हमें कमेंट जरुर करे .
TechYukti ब्लॉग पर आने के लिए आपका धन्यवाद