Apple iPhone 7 Aur iPhone 7 Plus Kyo Na Khareede
Hi Friends, Aaj mai Apple iPhone 7 and iPhone 7 plus ke bare me apni Opinion share karunga ki Aap ise kyo na khareede aur sath me iske proper Reason bhi bataunga. Jaise ki aap logo ko pta hoga Apple iPhone 7 aur iPhone 7 plus launch ho gya hai. But iPhone 7 India me apko Launch date se lagbhag 1-month bad October milega. Apple ke liye India ki value pichade desho me hai.
Dosto Wiase to Apple duniya ki sabse Smart gadget banati hai. Apple ke device dekhane aur Specification me sabse unique aur acche hote hai. Lakin jaise Apple Smart device banati hai waise paise bhi leti hai.
Apple iPhone 7 Series Ke Smartphone Ko Na Khareedne Ke Reasons:
iPhone 7 and iPhone 7 plus ko na khareedne ke jo Reason hai wo Mainly India ke user ke liye hai. And inme se kuch Reasons to sabke liye hai.
Design:
Apple iPhone 7 aur iPhone 7 Plus ka Design 2 Year pahale launch huee iPhone 6 jaise hai. jra Sochiye aap 2017 me aker itne jyada paise lgaker 2014 model ka Old phone le rhe.Itne mahange phone kyo kyo leta hai. Iske mere pass 2 answer hai.
Pahla answer agar India ko chodker aur koi desh hota to hum kah sakte hai use karne ke liye le rahe apko design se koi matlab nahi hai, kyoki wha Apple iphone common hai.
Dusara Answer agar India me itna mahaga phone koi le raha hai to uska sidha matlab hai Impression (Bhaukal) jamane ke liye. To aap kaise impression dekhayenge jab apka iphone 2 year pahle aaye iphone jaise dikhe. Log apke hath me Phone dekhaker pta lagate hai ki kaun sa phone hai bande ke pass na ki aapke hath se phone laker check akrke dekhate hai.
Price:
iphone 7 ka base price ha lagbhag 45000INR aur iphone 7 plus ka base Price hai 50,932 INR jo apke Service Tax, Custom Tax aur bahut se Tax lagker ho jayega karib 75000 INR. Agar India me mere jaise kise bande ko 75,000 INR Phone chahiye ho to Kidney hi bechani pad jayegi tab sayad jaker mai ye phone le paunga.
Aap jante hai Samsung Kyo har Year Apple se jayede Product sale karta hai Kyoki Samsung India ko target karke Product banta hai. Samsung sare Categories ke user ke liye alag-alga type ka Product banata hai.
Display Size :
Apko iPhone 7 me 4.7 Inch and iPhone 7 Plus me 5.5 Inch ka display milega. 4.7 Inch ka display to apko 2000 rupaye phone me bhi mil jayega. Apple ka kahna iPhone 7 me Retina Display lga hai, agar kal ko Redmi 4.7 inch ka Retina display wala Phone layega aur uska price 70000 rupaye to kya aap khareed lenge, aap kabhi nahi khareedge to aap Apple ko kyo kahreed rahe hai.Apple iPhone 7 se accha aap 40,000 rypaye laker jao Samsung Note 7 6.0″ Inch Retina Lock display phone le lo.
Camera:
iPhone 7 me 12MP ka ek camera aur iPhome 7 Plus me 12MP ka 2 camera lga hai. Sabka ye manna hai Apple ke Phone ka Camera bahut accha hota hai ye baat mai bhi manata hu. But agar aap Apple ka Phone camera ke liye le rahe hai to aap ise bilkul bhi na le. Jra ye sochiye Kya iPhone 7 Plus ka Camera, DSLR ke Camera Quality ko takker de payega. iphone 7 kabhi bhi nahi de payega aur apko bazaar me ek Accha DSLR 40,000INR ka mil jayega.
EarPhone 3.5mm jack:
Apko ye news to mili hogi Apple iPhone 7 aur iPhone 7 Plus me apko ab EarPhone 3.5mm jack dekhane ko nahi milega. Uski jagah apko 2 Wireless lene hone.ji ha apko Earphone Lene honge kyoki Ab Xaiomi ki tarah Apple bhi Free me Earphone dena band kar diya. But Xiaomi ka EarPhone to apko 150-300 me mil jata hai. Kya aap Jante hai iPhone 7 aur iphone7 plus ke Wireless EarPhone ka Price Kitna hai $149 matlab karib 10,000 Rapaye. Jitne ka iPhone7 ka Earphone hai utne ka to naya Phone mil jayega.
दोस्तों मेरे विचार में आप एप्पल iPhone 7 और iPhone 7 प्लस ना ले क्योकि इससे बहुत ही कम पैसे में और इससे कही जाएदा अच्छा phone मिल जायेगा | अगर आप एप्पल चलने के बहुत शौक़ीन है और आपके पास iPhone 6 पहले से है तो आप use ही iphone 7 समझ ले क्योकि iphone 7 और iphone 6 में कोई अंतर नहीं है |
उम्मीद है ये पोस्ट आपको पसंद आया होगा अगर इस पोस्ट के बारे में आपके पास कोई विचार है तो आप हमें कमेंट करे |धन्यवाद्