Reliance Jio SIM के सभी Problem और उनके Solutions
Hi Friends, Aaj mai apko Reliance Jio SIM se related sabhi problem ke bare me apna opinion apko share karunga aur apko Reliance Jio ke sabhi Problem ke sahi Jawab dene ki kosis karunga. Ummid hai apko ye Post pasand ayega aur apke Sabhi problem ka Solution milega.
Dosto mujhe Reliance Jio aur Jio Bar Code se Related Problem ke lagbhag 2000 message aaye. Is liye maine socha ki mai ek post aap sabhi ke liye likhu. Jisme aapke sare problem ka Solution dene ki kosis karu.
Agar aap ke pass Android, Internet, Computer ya Google AdSense se related koi bhi Problem ho to aap hamare Facebook Group “Techyukti Q & A” me jude aur apne sawal share kare. Hum apke sabhi Problem ka Solution dene ki Koshish karenge.
Jio SIM Problem aur Unke Solution:
Q1. Kyo Bar Code Generate nahi ho rha hai?.
Bar Code Generate karne me bahut se logo ko Problem aa rha hai. Kyoki wo MyJio App sahi se use nahi karte hai aur bahut se Log to 3G Phone me bar Code Generate kar rhe. Dosto Reliance Jio SIM ka Bar Code keval 4G Smartphone me hi Generate ho sakta hai. aur isko Generate karne ke bus apko Simple Step Follow karne hote hai.
- Sabse pahle aap Sabhi Reliance Jio App ko Download kare (13 App)
- Download karne ke bad apne phone ko Restart kar de.
- Ab Myjio App ko open kare aur “Get Jio SIM” pa Click kare. Agar Fir bhi “Get jio SIM” ka Option nahi Ho rha hai to aap “18002002002” par call kare.
- Call karne ke bad apko ek Message ayega jise aap open karenge to apko “Get Jio SIM” ka Option mil jayega.
- Bar Code apke samne hoga.
Q2. Reliance Jio SIM Ko 3G Phone me kaise kare ?.
Ye ek bahut bda ussue hai. kyoki kisi ke Phone me Ye Trick kam karta aur kisi ke 3G phone me nahi kaam karta hai. Is Tricks ka apke Phone me na kaam karne ke 3 wajah hai.
- Apke 3G Smartphone ka Processor
- Apka 3G Phone kis Brand ka hai.
- Phone me kaun sa Android OS (Kitkat ya Usse Uper ka OS Version) hai.
Dosto basically Reliance Jio SIM 4G Mobile me kaam karta hai, But hum kuch Software ki Help se apne 3G mobile ko 4G Smartphone ki tarah use kar sakte hai. Agar apke phone me Snapdragon ka Processor lga hai, to bahut kam chance hai ye tricks apke phone me kaam kare.
Isi tarah ye Tricks apke Phone Brand par bhi nirbhar karta hai, kuch aise brand hai jinke System Software ko hum in sab Tricks se Change nahi kar sakte hai. Agar apke Smartphone me Android Kitkat se Uper Version ka Android OS hai to Ye Tricks sahi se kaam nahi karga. But hum ye nahi kah sakte hai, ki kaun se phone me kaam karega aur kaun se phone me nahi. Is liye aap ise try kijiye agar apke Phone me kar jata hai to bahut acchi baat hai.
-
Reliance -Jio SIM ko 3G Phone Me Kaise Use Kare
Q3. Reliance Jio SIM me MNP Port Kyo nahi ho rha hai?.
Agar aapko apne kisi bhi SIM ko Reliance Jio me MNP Port karna hai. to apko 31 Dec 2016 tak wait karna padega. Uske bad se hi aap apne SIM ko Reliance Jio Me Port kar payenge.
Q4. Kya Bina Bar Code ke Reliance Jio SIM mil sakta hai?.
Apke pass agar Reliance Jio Ka Bar Code nahi hai, to apko Reliance Jio SIM kabhi nahi mil sakta hai. Agar apko mil bhi gya to aap use bina Bar Code ke Activate nahi kar sakte.
Q5. Reliance Jio SIM se Call Kyo nahi lgta hai?.
Ye Reliance Jio SIM kar sabse common Problem hai, Kyoki is Problem ho kar koi Face kar rha hai. Jab aap Jio to Jio Call karte ho call turant lag jata hai. But jaise aap Jio to Other Operator ko Call karte ho to call nahi lagta hai.
Reliance Jio SIM se kisi aur SIM ka Call kyo nahi lagta hai.iske bare me mai apko details me batata hu actual Reason kya hai.
” दोस्तों Reliance जिओ Call करने के लिए 4G डाटा band का use करता है. जिसका Frequency Band 3G और 2G से एकदम अलग है. इसलिए जब भी आप जिओ से किसी भी 3G या 2G सिम पर कॉल करते हो तो कॉल नहीं लगता है.
लेकिन अगर आप रिलायंस जिओ सिम से किसी भी 4G सिम पर कॉल करेंगे तो कॉल लग जायेगा. जब भी आप जिओ सिम से कॉल करे तो उसका इन्टरनेट डाटा ON रहना चाहिए”
Q6. Kya Reliance Jio SIM Use Karne ke bad SIM Nikalne par IMEI Block ho jayega?.
Dosto aap Is baat se pareshan mat ho, agar aap Reliance Jio SIM use karkte hai to apke Mobile ka IMEI nahi Block Hoga. Iske bare me Details me jankari ke liye Link par click kare.
Q7: Kya hame ek 4G Smartphone par 2 Jio SIM mil sakta hai?.
Ha apko ek 4G Phone par 2 Jio SIM mil sakta hai. But apke 4G Phone ke Dono SIM Slot 4G LTE Supported hone chahiye tabhi Bar Code 2 Bar Generate hoga.
Q8: Kya Jio SIM Windows 3G Phone me Chal Sakta hai?.
Dosto aap Windows 3G Phone me Reliance Jio 4G use nahi ho sakta hai. Kyo Windows Phone me Koi bhi Third party App Install nahi hota hai aur sayad apko Windows Store me aisa koi App mile jisse aap 3G phone ko 4G me convert kar paye.
Q9. Jio SIM ka Voice Call aur Data Activate kaise kare?.
Ab apko Reliance Jio SIM me kuch activate karne ke jarurat nahi hai. Kyoki Jio SIM apko Reliance Store se Activated milta hai. Agar apko Tele verification ke liye kaha jata hai to aa “1977” pa call karke apne “Adhar Card” ka Last 4 Digit bta sakte hai.
Agar apke Jio SIM activate hone ke bad Koi Issue ho to aap “198” ya “199” par call kar sakte hai.
Reliance Jio Ke Kuch aur Tricks & review,
- Jio Dhan Dhana Dhan Plan 309 Rupaye 84GB 4G Internet
- Reliance Jio Laptop Full Specification & Review In Hindi
- Jio DTH Price, Specification, Launch Date & Pre-Booking
दोस्तों मेरे पास Reliance जिओ के बारे में जितने Question थे मैंने उनका सही जवाब देने की कोशिश किया है. अगर आपके पास रिलायंस जिओ सिम से रिलेटेड कोई भी प्रॉब्लम या Question है. तो आप हमारे Facebook पेज “Techyukti Q & A” पर शेयर कर सकते है. या फिर आप हमें कमेंट कर सकते है.
उम्मीद है ये पोस्ट आपको पसंद आया होगा. अगर इस पोस्ट के बारे में आपके पास कोई सुझाव या विचार है तो आप हमें कमेंट जरुर करे.
Techyukti में आने के लिए आपका धन्यवाद्