Android Phone Trick: How to get Android Nougat Feature on any Phone without Update | Hindi
Hi Friends, Kya apko apne Android Phone me Latest Version Android Nougat ke Feature ka use karna hai?. Agar ha to aap to aap hamare sath bane rahiye. Kyoki aaj mai apko Android ke ek aise Simple aur Common Trick ke bare me batane wala hu. Jiske bare me pta sabko hota hai. But us Trick ko bahut kam hi log use karte hai.
Is post me mai apko Android Nougat ke upgrading ke bare me nahi bataunga. Bus mai apko kuch aise Trick bataunga. Jisse aap Android Nougat ke Feature ko apne Android Phone (Lollipop, Marshmallow, Kitkat) me use kar sakte hai. To Chaliye dekhate Kaise hum Android Nougat ke Feature ko kisi bhi Android Phone me use kar sakte hai.
Android Nougat Ke Feature ko Kisi bhi Phone me kaise Use Kare:
Dosto mai apko Android Nougat ke sabhi Feature ko alag-alag Trick ke jariye use karna bataunga. Example ke taur par- Android Nougat ke jaise Notification Panel Kaise use kare, Android Nougat ke jaise Night Mode ka use kaise kare etc.). Apko Android Nougat OS ke Jis bhi Feature ko apne Phone me use karna hai. Aap us Trick ka use karke kar sakte hai.
Nougat Notification Bar & Style Bar:
Agar apko Android Nougat OS ke jaisa Notification panel & Style Bar apne Android Phone me use karna hai. Toh apka pahle apne Phone ko Root karna padega. Phone ko Root karne ke bad aap N-Ify App Download karke. Apne Phone ka Notification Panel Android Nougat ke jaisa kar sakte hai. Jisme apko sare wahi Feature milenge jo Android Nougat Phone ke Notification Panel me milega.
N-Ify ko acche se Download karne ke liye aur usse acche se Customize karne ke liye. Aap apne Phone me Xposed Framework Install kar le.
- New Notification aur Quick Setting
- New Design
- Setting Dashboard Subtitle
- Quick Switch
- Download N-Ify App For Android
Nougat Dial aur Contact Design:
Agar aap apne Phone me Android Latest version 7.0.0 ke Jiasa Keyboard Dial aur Contact Design use kana chahte hai. Toh iske liye apko bus Google Play Store se ek App install karna hoga. Aur ek baat agar apko Android Nougat ka keval Yahi Feature use karna hai. Toh apko apne phone ko Root bhi nahi karna hoga.
Bus aap jaise hi is App ko apne Phone me Install karnege. Apke Phone ka Dial Keyboard aur Contact Design Android Nougat Device ki tarah ho jayega.
- Download N Dial App
Nougat Night Mode:
Agar aap Nougat Night Mode ko apne Phone me use kar lete hai. Toh apke Phone ka Internal Feature puri tarah se Android Nougat ke jaisa ho jayega. Kyoki jab aap apne Phone me Xposed Framework ko Install karke N-Ify App ka use karenge. Toh apke Phone ke Notification panel aur Style Bar Android Nougat ke jaisa ho jayega.
Nougat Launcher:
Dosto abhi tak uper jine bhi Trick bataye gaye hai. Usse apka Android Phone ander ke Design se bilkul Android Latest Version 7.0.0 ki tarah dikhega. But abhi bhi apke Phone ka Bahar ke Interface apke Original Android OS ki tarah rahega.
Agar aap Bahar ke Interface ko Change karna chahte hai. Toh apko iske liye Android N Launcher ka use karna padega. Jisse apke Phone ka bahar aur ander ka Interface puri Tarah Android Nougat ke Jaise ho jayega.
Conclusion:
दोस्तों अगर आप उपर दिए गए सारे Requirement को फुलफिल कर लेते है | तो आपका फोन पूरी तरह से एंड्राइड Nougat की तरह दिखने लगेगा | और आपको अपने phone को अपडेट भी नहीं करना पड़ेगा |
उम्मीद है ये पोस्ट आपको पसंद आया होगा | अगर इस पोस्ट में आपको कोई प्रॉब्लम है या आपके पास इस पोस्ट के बारे में कोई सुझाव या विचार है. तो आप हमें कमेंट जरुर करे |
TechYukti ब्लॉग पर आने के लिए आपका धन्यवाद